الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْحَيْضِ
The Book of Menses (Menstrual Periods)
بَابُ الاِسْتِحَاضَةِ:
Chapter. Al-Istihada [bleeding (from the womb) in between a woman’s periods].
Show diacritics
Hadith Number: 306
حدثنا عبد الله بن يوسف، قال: اخبرنا مالك، عن هشام بن عروة، عن ابيه، عن عائشة، انها قالت: قالت فاطمة بنت ابي حبيش لرسول الله صلى الله عليه وسلم: يا رسول الله، إني لا اطهر افادع الصلاة؟ فقال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" إنما ذلك عرق وليس بالحيضة، فإذا اقبلت الحيضة فاتركي الصلاة فإذا ذهب قدرها فاغسلي عنك الدم وصلي".
Hum se Abdullah bin Yousuf ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Imam Malik ne Hishaam bin ’Urwah ke waaste se bayan kiya, unhon ne apne waalid se, unhon ne Aisha Radhiallahu Anha se, aap ne bayan kiya ke Fatima Abi Hubaish ki beti ne Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam se kaha ke ya Rasoolallah! Main to paak hi nahi hoti, to kya main Namaz bilkul chhod dun. Nabi-e-Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaaya ke yeh rag ka khoon hai haiz nahi is liye jab haiz ke din (jin mein kabhi pehle tumhein aadatan aaya karta tha) aayein to Namaz chhod de aur jab andaze ke mutabiq woh din guzar jaayen, to khoon dho daal aur Namaz padh.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain