الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب مَنَاقِبِ الْأَنْصَارِ
The Merits of Al-Ansar
بَابُ التَّارِيخِ مِنْ أَيْنَ أَرَّخُوا التَّارِيخَ:
Chapter. At-Tarikh (Date-definition of time). When did the Muslim calendar start?
Hadith Number: 3934
حدثنا عبد الله بن مسلمة، حدثنا عبد العزيز، عن ابيه، عن سهل بن سعد، قال:" ما عدوا من مبعث النبي صلى الله عليه وسلم ولا من وفاته ما عدوا إلا من مقدمه المدينة".
Hum se Abdullah Bin Maslamah Qanabi ne bayan kiya, kaha hum se Abdul Aziz Bin Abu Hazim ne bayan kiya, un se in ke walid Salama Bin Dinar ne, un se Sahl Bin Saad Saidi Radi Allahu Anhu ne bayan kiya ke tareekh ka shumar Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ki nubuwat ke saal se hua aur na aap ki wafat ke saal se balkay is ka shumar Madinah ki hijrat ke saal se hua
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 3935
حدثنا مسدد، حدثنا يزيد بن زريع، حدثنا معمر، عن الزهري، عن عروة، عن عائشة رضي الله عنها، قالت:" فرضت الصلاة ركعتين , ثم هاجر النبي صلى الله عليه وسلم ففرضت اربعا وتركت صلاة السفر على الاولى". تابعه عبد الرزاق، عن معمر.
Hum se Musaddad ne bayan kiya, kaha hum se Yezid Bin Zurai ne bayan kiya, kaha hum se Ma'mar ne bayan kiya, un se Zuhri ne, un se Urwah ne aur un se Aisha Radi Allahu Anha ne bayan kiya ke (pehle) namaz sirf do rakat farz hui thi phir Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ne hijrat ki to wo farz rakaat char rakaat ho gayein. Albatta safar ki halat mein namaz apni halat mein baqi rakkhi gayi. Is riwayat ki mutabi'at Abdur Razzaq ne Ma'mar se ki hai
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة