الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجِهَادِ وَالسِّيَرِ
The Book of Jihad (Fighting For Allah’S Cause)
بَابُ الْفَتْكِ بِأَهْلِ الْحَرْبِ:
Chapter. Killing non-Muslim warriors secretly.
Show diacritics
Hadith Number: 3032
حدثني عبد الله بن محمد، حدثنا سفيان، عن عمرو، عن جابر، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" من لكعب بن الاشرف، فقال: محمد بن مسلمة اتحب ان اقتله، قال: نعم، قال: فاذن لي فاقول، قال: قد فعلت".
Hum se Abdullah Bin Muhammad ne bayan kiya ‘ kaha hum se Sufyan Bin Uyainah ne bayan kiya ‘ in se Amr Bin Dinar ne aur in se Jabir Bin Abdullah Ansari (Radi Allahu Anhu) ne ke Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Kaab Bin Ashraf ke liye kaun himmat karta hai?" Muhammad Bin Muslima (Radi Allahu Anhu) ne kaha kya mein ise qatl kar doon? Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Haan!" Unhon ne arz kiya ke phir Aap mujhe ijazat dein (ke mein jo chahun jhoot sach kahun) Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Meri taraf se is ki ijazat hai."
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain