الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجِهَادِ وَالسِّيَرِ
The Book of Jihad (Fighting For Allah’S Cause)
بَابُ مَا يَجُوزُ مِنَ الاِحْتِيَالِ وَالْحَذَرِ مَعَ مَنْ يَخْشَى مَعَرَّتَهُ:
Chapter. What tricks and means of security may be adopted to protect oneself against someone who is excepted to be vicious and mischievous.
Hadith Number: 3033
قال الليث: حدثني عقيل عن ابن شهاب، عن سالم بن عبد الله، عن عبد الله بن عمر رضي الله عنهما انه، قال: انطلق رسول الله صلى الله عليه وسلم ومعه ابي بن كعب قبل ابن صياد فحدث به في نخل، فلما دخل عليه رسول الله صلى الله عليه وسلم النخل طفق يتقي بجذوع النخل وابن صياد في قطيفة له فيها رمرمة فرات ام ابن صياد رسول الله صلى الله عليه وسلم، فقالت: يا صاف هذا محمد فوثب ابن صياد، فقال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" لو تركته بين".
Laith Bin Saad ne bayan kiya ‘ in se Aqeel ne bayan kiya ‘ in se Ibn Shihab ne ‘ in se Salim Bin Abdullah aur in se Abdullah Bin Umar (Radi Allahu Anhuma) ne bayan kiya ke Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ibn Sayyad (yahudi bacche) ki taraf ja rahe thay. Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke sath Ubayy Bin Kaab (Radi Allahu Anhu) bhi thay (Ibn Sayyad ke ajeeb o ghareeb ahwal ke mutalliq Aap Sallallahu Alaihi Wasallam khud tahqeeq karna chahte thay) Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko itla di gayi thi ke Ibn Sayyad is waqt khajooron ki aar mein maujood hai. Jab Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) wahan pahunche to shakhon ki aar mein chalne lage. (taake wo Aap ko dekh na sake) Ibn Sayyad is waqt ek chadar ore hue chupke chupke kuch gunguna raha tha ‘ is ki maan ne Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko dekh liya aur pukar utthi ke ae Ibn Sayyad! Ye Muhammad (Sallallahu Alaihi Wasallam) aa pahunche ‘ wo chounk uttha ‘ Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke agar ye is ki khabar na karti to wo kholta (yani is ki baatoon se is ka haal khul jata)
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة