الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجِهَادِ وَالسِّيَرِ
The Book of Jihad (Fighting For Allah’S Cause)
بَابُ فَضْلِ مَنْ أَسْلَمَ مِنْ أَهْلِ الْكِتَابَيْنِ:
Chapter. The superiority of the people of the Scriptures (Jews and Christians) who embrace Islam.
Show diacritics
Hadith Number: 3011
حدثنا علي بن عبد الله، حدثنا سفيان بن عيينة، حدثنا صالح بن حي ابو حسن، قال: سمعت الشعبي، يقول: حدثني ابو بردة، انه سمع اباه عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" ثلاثة يؤتون اجرهم مرتين الرجل تكون له الامة، فيعلمها فيحسن تعليمها، ويؤدبها فيحسن ادبها، ثم يعتقها فيتزوجها فله اجران، ومؤمن اهل الكتاب الذي كان مؤمنا ثم آمن بالنبي صلى الله عليه وسلم فله اجران، والعبد الذي يؤدي حق الله وينصح لسيده"، ثم قال الشعبي: واعطيتكها بغير شيء وقد كان الرجل يرحل في اهون منها إلى المدينة.
Hum se Ali Bin Abdullah ne bayan kiya ‘ kaha hum se Sufyan Bin Uyainah ne bayan kiya ‘ in se Salih Bin Hai Abu Hasan ne bayan kiya ‘ kaha ke mein ne Shabi se suna ‘ wo bayan karte thay ke mujh se Abu Burdah ne bayan kiya ‘ unhon ne apne walid (Abu Musa Ashari Radi Allahu Anhu) se suna ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Teen tarah ke aadmi aise hain jinhein dugna sawab milta hai. Awwal wo shakhs jis ki laundi ho ‘ wo ise taleem de aur taleem dene mein accha tariqa ikhtiyar kare ‘ ise adab sikhaye aur is mein acche tariqe se kaam le ‘ phir ise aazad kar ke is se shadi kar le to ise dohra ajar mile ga. Doosra wo momin jo ahl-e-kitab mein se ho ke pehle (apne Nabi par iman laya tha) phir Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) par bhi iman laya to ise bhi dohra ajar mile ga ‘ teesra wo ghulam jo Allah Ta'ala ke huqooq ki bhi adayegi karta hai aur apne aaqa ke sath bhi bhalayi karta hai." Is ke baad Shabi (rawi-e-hadees) ne kaha ke mein ne tumhein ye hadees bila kisi mehnat o mashaqqat ke de di hai. Ek zamana wo bhi tha jab is se bhi kam hadees ke liye Madinah Munawwarah tak ka safar karna parta tha
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain