الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجِهَادِ وَالسِّيَرِ
The Book of Jihad (Fighting For Allah’S Cause)
بَابُ قِتَالِ الَّذِينَ يَنْتَعِلُونَ الشَّعَرَ:
Chapter. Fighting against people wearing shoes made of hair.
Hadith Number: 2929
حدثنا علي بن عبد الله، حدثنا سفيان، قال الزهري: عن سعيد بن المسيب، عن ابي هريرة رضي الله عنه، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" لا تقوم الساعة حتى تقاتلوا قوما نعالهم الشعر، ولا تقوم الساعة حتى تقاتلوا قوما، كان وجوههم المجان المطرقة"، قال سفيان: وزاد فيه ابو الزناد، عن الاعرج، عن ابي هريرة" رواية صغار الاعين ذلف الانوف، كان وجوههم المجان المطرقة".
Hum se Ali Bin Abdullah ne bayan kiya, kaha hum se Sufyan Bin Uyainah ne bayan kiya, un se Zuhri ne bayan kiya, un se Saeed Bin Musayyib ne aur un se Abu Hurairah (Radi Allahu Anhu) ne ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Qayamat us waqt tak qaim nahi hogi jab tak tum ek aaisi qaum se larayi na kar lo ge jin ke joote balon ke honge aur qayamat us waqt tak qaim nahi hogi jab tak tum ek aaisi qaum se jung na kar lo ge jin ke chehre teh-shuda dhaaloon jaise honge." Sufyan ne bayan kiya ke is mein Abul Zinad ne Aaraj se aur unhon ne Abu Hurairah (Radi Allahu Anhu) se ye ziyada naqal kiya ke un ki aankhein chhoti hongi, naak moti, chehre aise honge jaise teh-ba-teh chamra lagi dhaal hoti hai
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة