الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجِهَادِ وَالسِّيَرِ
The Book of Jihad (Fighting For Allah’S Cause)
بَابُ فَضْلِ مَنْ حَمَلَ مَتَاعَ صَاحِبِهِ فِي السَّفَرِ:
Chapter. The superiority of him who carries the luggage of his companions during a journey.
Show diacritics
Hadith Number: 2891
حدثني إسحاق بن نصر، حدثنا عبد الرزاق، عن معمر، عن همام، عن ابي هريرة رضي الله عنه، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" كل سلامى عليه صدقة كل يوم يعين الرجل في دابته يحامله عليها، او يرفع عليها متاعه صدقة، والكلمة الطيبة وكل خطوة يمشيها إلى الصلاة صدقة، ودل الطريق صدقة".
Hum se Ishaq Bin Nazr ne bayan kiya, kaha hum se Abdur Razzaq ne bayan kiya, un se Ma'mar ne, un se Hammam ne, un se Abu Hurairah (Radi Allahu Anhu) ne ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Rozana insan ke har ek jorr par sadaqah lazim hai aur agar koi shakhs kisi ki sawari mein madad kare ke us ko sahara de kar us ki sawari par sawar kara de ya us ka saman is par utha kar rakh de to ye bhi sadaqah hai. Accha aur paak lafz bhi (zaban se nikalna) sadaqah hai. Har qadam jo namaz ke liye uthta hai wo bhi sadaqah hai aur (kisi musafir ko) rasta bata dena bhi sadaqah hai."
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain