الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجِهَادِ وَالسِّيَرِ
The Book of Jihad (Fighting For Allah’S Cause)
بَابُ سِهَامِ الْفَرَسِ:
Chapter. The share of the horse (from the booty)...
Show diacritics
Hadith Number: 2863
حدثنا عبيد بن إسماعيل، عن ابي اسامة، عن عبيد الله، عن نافع، عن ابن عمر رضي الله عنهما، ان رسول الله صلى الله عليه وسلم:" جعل للفرس سهمين ولصاحبه سهما،
Hum se Ubaid Bin Ismail ne bayan kiya Abu Usama se, unhon ne Ubaidullah Umri se, unhon ne Nafi se aur un se Ibn Umar (Radi Allahu Anhuma) ne ke Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne (maal-e-ghanimat se) ghore ke do hisse lagaye thay aur is ke malik ka ek hissa
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain
Show diacritics
Hadith Number: Q2864
وقال مالك: يسهم للخيل والبراذين منها لقوله والخيل والبغال والحمير لتركبوها سورة النحل آية 8ولا يسهم لاكثر من فرس".
Imam Malik (Rahimahullah) ne farmaya ke Arabi aur Turki ghore sab barabar hain kyunke Allah ne farmaya «walkhyl walbgal walhmyr ltrkbwha» "Aur ghoron, khacharon aur gadhon ko sawari ke liye banaya aur har sawar ko ek hi ghore ka hissa diya jaye ga (go us ke paas kayi ghore hon)."
.