الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجِهَادِ وَالسِّيَرِ
The Book of Jihad (Fighting For Allah’S Cause)
بَابُ الرُّكُوبِ عَلَى الدَّابَّةِ الصَّعْبَةِ وَالْفُحُولَةِ مِنَ الْخَيْلِ:
Chapter. Riding on an unmanageable animal or a stallion horse.
Hadith Number: Q2862
وقال راشد بن سعد كان السلف يستحبون الفحولة لانها اجرى واجسر.
Aur Rashid Bin Saad tabeyi ne bayan kiya ke sahaba nar ghore ki sawari pasand kiya karte thay kyunke wo dorta bhi tez hai aur bahadur bhi bahut hota hai
.
.
Hadith Number: 2862
حدثنا احمد بن محمد، اخبرنا عبد الله، اخبرنا شعبة، عن قتادة، سمعت انس بن مالك رضي الله عنه، قال: كان بالمدينة فزع فاستعار النبي صلى الله عليه وسلم فرسا لابي طلحة، يقال له:" مندوب فركبه، وقال: ما راينا من فزع، وإن وجدناه لبحرا".
Hum se Ahmad Bin Muhammad ne bayan kiya, kaha hum ko Abdullah Bin Mubarak ne khabar di, kaha hum ko Shuba ne khabar di, unhein Qatada ne aur unhon ne Anas Bin Malik (Radi Allahu Anhu) se suna ke Madinah mein (ek raat) kuch khauf aur ghabrahat hui to Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Abu Talha (Radi Allahu Anhu) ka ek ghora mang liya. Is ghore ka naam ”Mandub“ tha. Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) is par sawar hue aur wapas aa kar farmaya ke khauf ki to koi baat hum ne nahi dekhi albatta ye ghora kya hai darya hai!
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة