الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الشَّهَادَاتِ
The Book of Witnesses
بَابُ يَحْلِفُ الْمُدَّعَى عَلَيْهِ حَيْثُمَا وَجَبَتْ عَلَيْهِ الْيَمِينُ، وَلاَ يُصْرَفُ مِنْ مَوْضِعٍ إِلَى غَيْرِهِ:
Chapter. The defendant has to take an oath wherever it becomes legally compulsory, and it is not imperative to take him from his place to another place (i.e., a sacred place like a mosque) for this purpose.
Show diacritics
Hadith Number: Q2673
قضى مروان باليمين على زيد بن ثابت على المنبر، فقال: احلف له مكاني، فجعل زيد يحلف، وابى ان يحلف على المنبر، فجعل مروان يعجب منه، وقال النبي صلى الله عليه وسلم: شاهداك او يمينه، فلم يخص مكانا دون مكان.
Aur Marwan Bin Hakam ne Zaid Bin Sabit (Radi Allahu Anhu) ke ek muqadme ka faisla minbar par baithe hue kiya aur (mudda-alai-hi hone ki wajah se) un se kaha ke aap meri jagah aa kar qasam khayein. Lekin Zaid (Radi Allahu Anhu) apni hi jagah se qasam khane lage aur minbar ke paas ja kar qasam khane se inkar kiya. Marwan ko is par tajub hua. Aur Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne (Ash'as Bin Qais se) farmaya tha ke do gawah la warna is (Yahudi) ki qasam par faisla ho ga. Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne kisi khass jagah ki takhsees nahi farmai
.


Show diacritics
Hadith Number: 2673
حدثنا موسى بن إسماعيل، حدثنا عبد الواحد، عن الاعمش، عن ابي وائل، عن ابن مسعود رضي الله عنه، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" من حلف على يمين ليقتطع بها مالا لقي الله وهو عليه غضبان".
Hum se Musa Bin Ismail ne bayan kiya, kaha hum se Abdul Ahad ne bayan kiya Aamash se, un se Abu Wail ne aur un se Abdullah Bin Masood (Radi Allahu Anhu) ne ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Jo shaks qasam is liye khata hai taake is ke zariya kisi ka mal (najayiz taur par) hazam kar jaye to wo Allah se is haal mein mile ga ke Allah pak is par sakht ghazabnak ho ga."
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain