الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الرَّهْنِ
The Book of Mortgaging In Places Occupied by Settled Population
بَابٌ في الرَّهْنِ فِي الْحَضَرِ:
Chapter. The mortgaging in places occupied by settled population and the Statement of Allah: "And if you are on a journey and cannot find a scribe, then let there be pledge taken (i.e., mortgaging)…" (V.2:283)
Hadith Number: Q2508
وقوله تعالى: وإن كنتم على سفر ولم تجدوا كاتبا فرهان مقبوضة سورة البقرة آية 283.
Aur Allah Ta'ala ne Surah Al-Baqarah mein farmaya "Wa in kuntum ala safarin wa lam tajidu katiban farihanun maqbuzah" "Agar tum safar mein ho aur koi likhne wala na mile to rehan qabza mein rakh lo"
.
.
Hadith Number: 2508
حدثنا مسلم بن إبراهيم، حدثنا هشام، حدثنا قتادة، عن انس رضي الله عنه، قال:" ولقد رهن النبي صلى الله عليه وسلم درعه بشعير، ومشيت إلى النبي صلى الله عليه وسلم بخبز شعير وإهالة سنخة، ولقد سمعته، يقول: ما اصبح لآل محمد صلى الله عليه وسلم إلا صاع، ولا امسى، وإنهم لتسعة ابيات".
Hum se Muslim Bin Ibrahim ne bayan kiya, kaha hum se Hisham Dastuwai ne bayan kiya, kaha hum se Qatada ne bayan kiya, aur un se Anas Bin Malik (Radi Allahu Anhu) ne ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne apni zara jau ke badle girwi rakhi thi. Ek din mein khud aap ke paas jau ki roti aur baasi charbi le kar hazir hua tha. Mein ne khud Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) se suna tha. Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) farma rahe thay ke Aal-e-Muhammad par koi subah aur koi shaam aisi nahi aayi ke ek saa se zyada kuch aur maujood raha ho, halankay aap ke nau ghar thay
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة