الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الرَّهْنِ
The Book of Mortgaging In Places Occupied by Settled Population
بَابُ مَنْ رَهَنَ دِرْعَهُ:
Chapter. Mortgaging an armour.
Show diacritics
Hadith Number: 2509
حدثنا مسدد، حدثنا عبد الواحد، حدثنا الاعمش، قال: تذاكرنا عند إبراهيم الرهن والقبيل في السلف، فقال إبراهيم: حدثنا الاسود، عن عائشة رضي الله عنها، ان النبي صلى الله عليه وسلم" اشترى من يهودي طعاما إلى اجل، ورهنه درعه".
Hum se Musaddad ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Abdul Wahid Bin Ziyad ne bayan kiya, unhon ne kaha ke hum se Aamash ne bayan kiya ke hum ne Ibrahim Nakh'i (Rahimahullah) ke yahan qarz mein rehan aur zaamin ka zikar kiya to unhon ne kaha ke hum se Aswad ne bayan kiya aur un se Aisha (Radi Allahu Anha) ne bayan kiya ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne ek Yahudi se ghalla khareeda ek muqarrara muddat ke qarz par aur apni zara us ke haan girwi rakhi thi
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain