الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الِاسْتِقْرَاضِ وَأَدَاءِ الدُّيُونِ وَالْحَجْرِ وَالتَّفْلِيسِ
The Book of Loans, Freezing of Property, and Bankruptcy
بَابُ اسْتِقْرَاضِ الإِبِلِ:
Chapter. To buy camels on credit.
Show diacritics
Hadith Number: 2390
حدثنا ابو الوليد، حدثنا شعبة، اخبرنا سلمة بن كهيل، قال: سمعت ابا سلمة بمنى يحدث، عن ابي هريرة رضي الله عنه، ان رجلا تقاضى رسول الله صلى الله عليه وسلم، فاغلظ له، فهم به اصحابه، فقال: دعوه، فإن لصاحب الحق مقالا، واشتروا له بعيرا فاعطوه إياه، وقالوا: لا نجد إلا افضل من سنه، قال:" اشتروه فاعطوه إياه، فإن خيركم احسنكم قضاء".
Hum se Abul Waleed ne bayan kiya, kaha ke hum se Shuba ne bayan kiya, unhein Salama Bin Kuhail ne khabar di, kaha ke mein ne Abu Salama se suna, wo humare ghar mein Abu Hurairah (Radi Allahu Anhu) se hadees bayan kar rahe thay ke ek shakhs ne Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) se apne qarz ka taqaza kiya aur sakht sust kaha. Sahaba (Radi Allahu Anhum) ne is ko saza deni chahi to Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke ise kehne do. Sahab-e-haq ke liye kehne ka haq hota hai aur ise ek oont khareed kar day do. Logon ne arz kiya ke is ke oont se (jo us ne Aap ko qarz diya tha) acchi umar hi ka oont mil raha hai. Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke wahi khareed ke ise day do. Kyunke tum mein accha wahi hai jo qarz ada karne mein sab se accha ho. (Hadees aur baab ki mutabiqat zahir hai)
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain