الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الِاسْتِقْرَاضِ وَأَدَاءِ الدُّيُونِ وَالْحَجْرِ وَالتَّفْلِيسِ
The Book of Loans, Freezing of Property, and Bankruptcy
بَابُ حُسْنِ التَّقَاضِي:
Chapter. Demanding debts handsomely.
Show diacritics
Hadith Number: 2391
حدثنا مسلم، حدثنا شعبة، عن عبد الملك، عن ربعي، عن حذيفة رضي الله عنه، قال: سمعت النبي صلى الله عليه وسلم، يقول:" مات رجل، فقيل له: قال: كنت ابايع الناس فاتجوز عن الموسر واخفف عن المعسر، فغفر له". قال ابو مسعود: سمعته من النبي صلى الله عليه وسلم.
Hum se Muslim ne bayan kiya, kaha ke hum se Shuba ne bayan kiya, un se Abdul Malik ne, un se Rabee Bin Hirash ne aur un se Hudhaifah (Radi Allahu Anhu) ne bayan kiya ke mein ne Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) se suna, Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke ek shakhs ka intiqaal hua (qabar mein) us se sawal hua, tumhare paas koi naiki hai ? Us ne kaha ke mein logon se khareed-o-farokht karta tha. (Aur jab kisi par mera qarz hota) to mein malidaron ko muhlat diya karta tha aur tang-daston ke qarz ko maaf kar diya karta tha is par is ki bakhshish ho gayi. Abu Masood (Radi Allahu Anhu) ne bayan kiya ke mein ne yahi Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) se suna hai
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain