الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْبُيُوعِ
The Book of Sales (Bargains)
بَابُ الْبَيِّعَانِ بِالْخِيَارِ مَا لَمْ يَتَفَرَّقَا:
Chapter. Both the buyer and the seller have the option to cancel or confirm the bargain, unless they separate.
Hadith Number: Q2110
وبه قال ابن عمر، وشريح، والشعبي، وطاوس، وعطاء، وابن ابي مليكة.
(ke bai qayam rakhein ya torr dein) aur Abdullah Bin Umar (Radi Allahu Anhuma), Shuraih, Shabi, Taous, Ata aur Ibn Abi Mulaika (Rahimahumullah) sab ne yehi kaha hai
.
.
Hadith Number: 2110
حدثني إسحاق، اخبرنا حبان بن هلال، حدثنا شعبة، قال قتادة: اخبرني عن صالح ابي الخليل، عن عبد الله بن الحارث، قال:سمعت حكيم بن حزام رضي الله عنه، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" البيعان بالخيار ما لم يتفرقا، فإن صدقا وبينا بورك لهما في بيعهما، وإن كذبا وكتما محقت بركة بيعهما".
Mujh se Ishaq Bin Mansoor ne bayan kiya, kaha ke hum ko Habban Bin Hilal ne khabar di, kaha ke hum se Shuba ne bayan kiya, ke un ko Qatada ne khabar di ke mujhe Salih Abu Khaleel ne khabar di, unhein Abdullah Bin Harith ne, kaha ke mein ne Hakim Bin Hizam (Radi Allahu Anhu) se suna ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya khareedne aur bechne wale jab tak ek doosre se alag alag na ho jayein unhein ikhtiyar baqi rehta hai. Ab agar donon ne sachayi ikhtiyar ki aur har baat saaf saaf bayan aur wazay kar di, to un ki khareed-o-farokht mein barkat hoti hai. Lekin agar unhon ne koi baat chupayi ya jhoot bola to un ki khareed-o-farokht mein se barkat mita di jati hai
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 2111
حدثنا عبد الله بن يوسف، اخبرنا مالك، عن نافع، عن عبد الله بن عمر رضي الله عنه، ان رسول الله صلى الله عليه وسلم، قال:" المتبايعان: كل واحد منهما بالخيار على صاحبه ما لم يتفرقا، إلا بيع الخيار".
Hum se Abdullah Bin Yusuf ne bayan kiya, kaha ke hum ko Imam Malik ne khabar di, unhein Nafay ne aur unhein Abdullah Bin Umar (Radi Allahu Anhuma) ne ke Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya, khareedne aur bechne wale donon ko is waqt tak ikhtiyar hota hai, jab tak wo ek doosre se juda na hon. Magar bai-e-khiyar mein
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة