الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الصَّوْمِ
The Book of As-Saum (The Fasting).
بَابُ إِذَا أَفْطَرَ فِي رَمَضَانَ ثُمَّ طَلَعَتِ الشَّمْسُ:
Chapter. If somebody Aftara [breaks the Saum (fast)], thinking that the sun has set and then sees the sun still visible. [Should he make up for that Saum?]
Show diacritics
Hadith Number: 1959
حدثني عبد الله بن ابي شيبة، حدثنا ابو اسامة، عن هشام بن عروة، عن فاطمة، عن اسماء بنت ابي بكر الصديق رضي الله عنه، قالت:" افطرنا على عهد النبي صلى الله عليه وسلم يوم غيم، ثم طلعت الشمس، قيل لهشام: فامروا بالقضاء، قال: لا بد من قضاء"، وقال معمر: سمعت هشاما: لا ادري اقضوا ام لا؟.
Hum se Abdullah Bin Abi Shaiba ne bayan kiya, kaha ke hum se Abu Usamah ne bayan kiya, un se Hisham Bin Urwah ne, un se Fatima Bint Munzir ne aur un se Asma Bint Abi Bakr (Radi Allahu Anha) ne ke ek martaba Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke zamana mein badal tha. Hum ne jab iftar kar liya to sooraj nikal aaya. Is par Hisham (rawi hadees) se kaha gaya ke phir unhein is roze ki qaza ka hukm hua tha ? to unhon ne batlaya ke qaza ke siwa aur chara-kar hi kya tha ? aur Mamar ne kaha ke mein ne Hisham se yun suna ”mujhe maloom nahi ke in logon ne qaza ki thi ya nahi.“
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain