الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الصَّوْمِ
The Book of As-Saum (The Fasting).
بَابُ قَوْلِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ: «إِذَا تَوَضَّأَ فَلْيَسْتَنْشِقْ بِمَنْخِرِهِ الْمَاءَ» . وَلَمْ يُمَيِّزْ بَيْنَ الصَّائِمِ وَغَيْرِهِ:
Chapter. The statement of the Prophet ﷺ:“Whoever persforms ablution should put water in his nose and then blow it out.”The Prophet ﷺ did not differentiate between the fasting and non-fasting person (in this respect).
Hadith Number: Q1935-2
وقال الحسن: لا باس بالسعوط للصائم إن لم يصل إلى حلقه ويكتحل، وقال عطاء: إن تمضمض، ثم افرغ ما في فيه من الماء، لا يضيره إن لم يزدرد ريقه، وماذا بقي في فيه، ولا يمضغ العلك، فإن ازدرد ريق العلك، لا اقول: إنه يفطر، ولكن ينهى عنه، فإن استنثر فدخل الماء حلقه لا باس لم يملك.
Aur Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne roza dar aur ghair roza dar mein koi farq nahi kiya aur Imam Hasan Basri ne kaha ke naak mein (dawa waghera) charhane mein agar wo halaq tak na pohanche to koi haraj nahi hai aur roza dar surma bhi laga sakta hai. Ata ne kaha ke agar kulli ki aur munh se sab pani nikal diya to koi nuqsan nahi ho ga aur agar wo apna thook na nigal jaye aur jo is ke munh mein (pani ki tarri) reh gayi aur mastagi na chabani chahiye. Agar koi mastagi ka thook nigal gaya to mein nahi kehta ke is ka roza toot gaya lekin mana hai aur agar kisi ne naak mein pani dala aur pani (ghair ikhtiyari taur par) halaq ke andar chala gaya to is se roza nahi toote ga kyunke ye cheez ikhtiyar se bahar thi
.
.