الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْعُمْرَةِ
The Book of Al-Umra
بَابُ أَجْرِ الْعُمْرَةِ عَلَى قَدْرِ النَّصَبِ:
Chapter. The reward of Umra is according to the hardship which one encounters in performing it.
Show diacritics
Hadith Number: 1787
حدثنا مسدد، حدثنا يزيد بن زريع، حدثنا ابن عون، عن القاسم بن محمد، وعن ابن عون , عن إبراهيم، عن الاسود، قالا: قالت عائشة رضي الله عنها: يا رسول الله، يصدر الناس بنسكين، واصدر بنسك، فقيل لها: انتظري، فإذا طهرت فاخرجي إلى التنعيم فاهلي، ثم ائتينا بمكان كذا، ولكنها على قدر نفقتك او نصبك".
Hum se Musaddad ne bayan kiya, kaha un se Yazid Bin Zuraie ne bayan kiya, un se Ibn Aun ne bayan kiya, un se Qasim Bin Muhammad ne aur doosri (riwayat mein) Ibn Aun, Ibrahim se riwayat karte hain aur wo Aswad se, unhon ne bayan kiya ke Aisha (Radi Allahu Anha) ne kaha: Ya Rasul Allah! Log to do nusuk (Haj aur Umrah) kar ke wapas ho rahe hain aur mein ne sirf ek nusuk (Haj) kiya hai? Is par un se kaha gaya ke phir intizar karein aur jab paak ho jayein to Taneem ja kar wahan se (Umrah ka) ihram bandhein, phir hum se falan jagah aa milein aur ye ke is Umrah ka sawab tumhare kharch aur mehnat ke mutabiq mile ga
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain