الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْحَجِّ
The Book of Hajj
بَابُ لاَ يُعْطَى الْجَزَّارُ مِنَ الْهَدْيِ شَيْئًا:
Chapter. The butcher should not be given anything of the Hady.
Show diacritics
Hadith Number: 1716
حدثنا محمد بن كثير، اخبرنا سفيان، قال: اخبرني ابن ابي نجيح، عن مجاهد، عن عبد الرحمن بن ابي ليلى، عن علي رضي الله عنه، قال:" بعثني النبي صلى الله عليه وسلم، فقمت على البدن، فامرني فقسمت لحومها، ثم امرني فقسمت جلالها وجلودها" , قال سفيان:وحدثني عبد الكريم، عن مجاهد، عن عبد الرحمن بن ابي ليلى، عن علي رضي الله عنه، قال: امرني النبي صلى الله عليه وسلم ان اقوم على البدن، ولا اعطي عليها شيئا في جزارتها.
Hum se Muhammad Bin Kasir ne bayan kiya, kaha hum ko Sufyan Suri ne khabar di, kaha mujh ko Ibn Abi Najeeh ne khabar di, unhein Mujahid ne, unhein Abdul Rahman Bin Abi Laila ne aur un se Ali (Radi Allahu Anhu) ne bayan kiya ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne mujhe (qurbani ke onton ki dekh bhaal ke liye) bheja. Is liye mein ne un ki dekh bhaal ki, phir Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne mujhe hukum diya to mein ne un ke gosht taqseem kiye, phir Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne mujhe hukum diya to mein ne un ke jhool aur chamre bhi taqseem kar diye. Sufyan ne kaha ke mujh se Abdul Kareem ne bayan kiya, un se Mujahid ne, un se Abdul Rahman Bin Abi Laila ne aur un se Ali (Radi Allahu Anhu) ne bayan kiya ke mujhe Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne hukum diya tha ke mein qurbani ke onton ki dekh bhaal karoon aur un mein se koi cheez qasayi ki mazdoori mein na doon
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain