الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْحَجِّ
The Book of Hajj
بَابُ السَّيْرِ إِذَا دَفَعَ مِنْ عَرَفَةَ:
Chapter. One’s speed while one is departing from Arafat.
Hadith Number: 1666
حدثنا عبد الله بن يوسف، اخبرنا مالك، عن هشام بن عروة، عن ابيه، انه قال: سئل اسامة وانا جالس،" كيف كان رسول الله صلى الله عليه وسلم يسير في حجة الوداع حين دفع؟ قال: كان يسير العنق، فإذا وجد فجوة نص" , قال هشام: والنص فوق العنق، قال ابو عبد الله: فجوة متسع، والجميع فجوات وفجاء، وكذلك ركوة وركاء مناص ليس حين فرار.
Hum se Abdullah Bin Yusuf Tinisi ne bayan kiya, kaha hum ko Imam Malik ne Hisham Bin Urwah se khabar di, un se un ke walid ne bayan kiya ke Usama Bin Zaid (Radi Allahu Anhuma) se kisi ne poocha (mein bhi wahin maujood tha) ke Hajjat-ul-Wida ke moqa par Arafat se Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke wapas hone ki chaal kya thi? Unhon ne jawab diya ke Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) paon utha kar chalte thay zara taiz, lekin jab jagah pate (hujoom na hota) to taiz chalte thay, Hisham ne kaha ke «Anaq» taiz chalna aur «Nass» «Anaq» se zyada taiz chalne ko kehte hain. «Fajwah» ke mani kushada jagah, is ki jama «Fajwat» aur «Fija» hai jaise Zakat mufrad «Zaka» is ki jama aur Surah Sad mein «Manas» ka jo lafz aaya hai is ke mani bhagna hai
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة