الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الجمعة
Kitab: Juma ke bayan mein
باب وقت الجمعة إذا زالت الشمس:
Bab: Jumu’ah ka waqt sooraj dhalne se shuru hota hai.
Show diacritics
Hadith Number: 905
حدثنا عبدان، قال: اخبرنا عبد الله، قال: اخبرنا حميد، عن انس، قال:" كنا نبكر بالجمعة ونقيل بعد الجمعة".
Hum se Abdaan ne byaan kiya , kaha ke hamein Abdullah bin Mubarak ne khabar di , kaha ke hamein Hameed Taweel ne Anas bin Malik razi Allahu anhu se khabar di . Aap ne farmaya ke hum juma sawere parh liya karte aur juma ke baad aaram karte the .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 904
حدثنا سريج بن النعمان، قال: حدثنا فليح بن سليمان، عن عثمان بن عبد الرحمن بن عثمان التيمي، عن انس بن مالك رضي الله عنه،" ان النبي صلى الله عليه وسلم كان يصلي الجمعة حين تميل الشمس".
Hum se Sareej bin Numan ne byaan kiya , unhon ne kaha ke hum se Fulayh bin Sulayman ne byaan kiya , un se Usman bin Abdur Rahman bin Usman Teemi ne byaan kiya , un se Anas bin Malik razi Allahu anhu ne ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam juma ki namaaz us waqt parhte jab sooraj dhal jaata .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 940
حدثنا محمد بن عقبة الشيباني الكوفي، قال: حدثنا ابو إسحاق الفزاري، عن حميد، قال: سمعت انسا، يقول:" كنا نبكر إلى الجمعة ثم نقيل".
Hum se Muhammad bin Uqbah Shaybani ne byaan kiya , kaha ke hum se Abu Ishaq Fazari Ibrahim bin Muhammad ne byaan kiya , un se Humaid Taweel ne , unhon ne Anas razi Allahu anhu se suna . Aap farmate thay ke hum Juma savere parhte , is ke baad dopehar ki neend lete thay .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 941
حدثنا سعيد بن ابي مريم، قال: حدثنا ابو غسان، قال: حدثني ابو حازم، عن سهل، قال:" كنا نصلي مع النبي صلى الله عليه وسلم الجمعة ثم تكون القائلة".
Hum se Saeed bin Abi Maryam ne byaan kiya , kaha ke hum se Abu Ghassan ne byaan kiya , kaha ke mujh se Abu Hazim ne Sahl bin Saad razi Allahu anhu se byaan kiya , unhon ne batlaya ke hum Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke sath Juma parhte , phir dopehar ki neend liya karte thay .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 4168
حدثنا يحيى بن يعلى المحاربي , قال: حدثني ابي , حدثنا إياس بن سلمة بن الاكوع , قال: حدثني ابي وكان من اصحاب الشجرة , قال:" كنا نصلي مع النبي صلى الله عليه وسلم الجمعة ثم ننصرف , وليس للحيطان ظل نستظل فيه".
Hum se Yahya Bin Ya'la Muharibi ne bayan kiya ‘ kaha mujh se mere walid ne bayan kiya ‘ in se Iyas Bin Salama Bin Akwa ne bayan kiya ‘ kaha ke mujh se mere walid ne bayan kiya ‘ wo Ashab-e-Shajarah mein se thay ‘ unhon ne bayan kiya ke hum Rasul Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke sath jumma ki namaz parh kar wapas hue to deewaron ka saya abhi itna nahi hua tha ke hum is mein aram kar sakein
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة