ุตุญูุญ ุงูุจุฎุงุฑู
Sahih Bukhari
ูุชุงุจ ุงูุฃุฐุงู (ุตูุฉ ุงูุตููุฉ)
Kitab: Azan ke masail ke bayan mein (Sifat-us-Salat)
ุจุงุจ ุงูุชุดูุฏ ูู ุงูุขุฎุฑุฉ:
Bab: Aakhiri qaโdah mein tashahhud parhna.
Hadith Number: 831
ุญุฏุซูุง ุงุจู ูุนูู
ุ ูุงู: ุญุฏุซูุง ุงูุงุนู
ุดุ ุนู ุดููู ุจู ุณูู
ุฉุ ูุงู: ูุงู ุนุจุฏ ุงููู: ููุง ุฅุฐุง ุตูููุง ุฎูู ุงููุจู ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู
ุ ูููุง ุงูุณูุงู
ุนูู ุฌุจุฑููุ ูู
ููุงุฆููุ ุงูุณูุงู
ุนูู ููุงู ูููุงูุ ูุงูุชูุช ุฅูููุง ุฑุณูู ุงููู ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู
ููุงู:" ุฅู ุงููู ูู ุงูุณูุงู
ุ ูุฅุฐุง ุตูู ุงุญุฏูู
ููููู ุงูุชุญูุงุช ููู ูุงูุตููุงุช ูุงูุทูุจุงุชุ ุงูุณูุงู
ุนููู ุงููุง ุงููุจู ูุฑุญู
ุฉ ุงููู ูุจุฑูุงุชูุ ุงูุณูุงู
ุนูููุง ูุนูู ุนุจุงุฏ ุงููู ุงูุตุงูุญููุ ูุฅููู
ุฅุฐุง ููุชู
ููุง ุงุตุงุจุช ูู ุนุจุฏ ููู ุตุงูุญ ูู ุงูุณู
ุงุก ูุงูุงุฑุถ ุงุดูุฏ ุงู ูุง ุฅูู ุฅูุง ุงููู ูุงุดูุฏ ุงู ู
ุญู
ุฏุง ุนุจุฏู ูุฑุณููู".
Hum se Abu Naeem Fadl bin Dukayn ne byaan kiya , kaha ke hum se Amash ne Shaqeeq bin Salamah se byaan kiya ke Abdullah bin Masood razi Allahu anhu ne farmaya ke (pehle) jab hum Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke peeche namaaz parhte to hum (qadah mein) yeh kaha karte thay ke us ke bandon ki taraf se Allah par salam ho aur falan par aur falan par salam ho . Is par Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke yeh na kaho ke โAllah par salam hoโ kyunke Allah to khud salam hai . Balkay yeh kaho ยซAt tahiyyatu lillahi , was salawatu wat tayyibatu , as salamu alayka ayyuhan nabiyyu wa rahmatullahi wa barakatuhu , as salamu alayna wa ala ibadillahis saliheenยป tamam aadab bandagi , tamam ibaadaat aur tamam behtareen tareefen Allah ke liye hain . Aap par salam ho aye nabi aur Allah ki rehmaten aur us ki barkaten . Hum par aur Allah ke tamam saalih bandon par salam . Jab tum yeh kahoge to tumhara salam aasman o zameen mein jahan koi Allah ka banda hai us ko pohanch jaye ga . Main gawahi deta hoon ke Allah ke siwa koi mabood nahi aur gawahi deta hoon ke Muhammad us ke bande aur rasool hain .
ุญูู
: ุฃุญุงุฏูุซ ุตุญูุญ ุงูุจุฎุงุฑูู ููููุง ุตุญูุญุฉ
Hadith Number: 835
ุญุฏุซูุง ู
ุณุฏุฏุ ูุงู: ุญุฏุซูุง ูุญููุ ุนู ุงูุงุนู
ุดุ ุญุฏุซูู ุดูููุ ุนู ุนุจุฏ ุงูููุ ูุงู: ููุง ุฅุฐุง ููุง ู
ุน ุงููุจู ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู
ูู ุงูุตูุงุฉ ูููุง: ุงูุณูุงู
ุนูู ุงููู ู
ู ุนุจุงุฏูุ ุงูุณูุงู
ุนูู ููุงู ูููุงูุ ููุงู ุงููุจู ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู
:" ูุง ุชููููุง ุงูุณูุงู
ุนูู ุงูููุ ูุฅู ุงููู ูู ุงูุณูุงู
ุ ูููู ููููุง ุงูุชุญูุงุช ููู ูุงูุตููุงุช ูุงูุทูุจุงุชุ ุงูุณูุงู
ุนููู ุงููุง ุงููุจู ูุฑุญู
ุฉ ุงููู ูุจุฑูุงุชูุ ุงูุณูุงู
ุนูููุง ูุนูู ุนุจุงุฏ ุงููู ุงูุตุงูุญููุ ูุฅููู
ุฅุฐุง ููุชู
ุงุตุงุจ ูู ุนุจุฏ ูู ุงูุณู
ุงุก ุงู ุจูู ุงูุณู
ุงุก ูุงูุงุฑุถุ ุงุดูุฏ ุงู ูุง ุฅูู ุฅูุง ุงููู ูุงุดูุฏ ุงู ู
ุญู
ุฏุง ุนุจุฏู ูุฑุณูููุ ุซู
ูุชุฎูุฑ ู
ู ุงูุฏุนุงุก ุงุนุฌุจู ุฅููู ููุฏุนู".
Hum se Musaddad bin Musarhad ne byaan kiya , kaha ke hum se Yahya bin Saeed Qattan ne Amash se byaan kiya , unhon ne kaha ke mujh se Shaqeeq ne Abdullah bin Masood razi Allahu anhu se byaan kiya , unhon ne farmaya ke (pehle) jab hum Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke saath namaaz parhte to hum (qadah mein) yeh kaha karte thay ke us ke bandon ki taraf se Allah par salam ho aur falan par aur falan par salam ho . Is par Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke yeh na kaho ke โAllah par salam hoโ kyunke Allah to khud salam hai . Balkay yeh kaho ยซAt tahiyyatu lillahi , was salawatu wat tayyibatu , as salamu alayka ayyuhan nabiyyu wa rahmatullahi wa barakatuhu , as salamu alayna wa ala ibadillahis saliheenยป aadab bandagi , tamam ibaadaat aur tamam paakeeza khairaat Allah hi ke liye hain Aap par aye nabi salam ho aur Allah ki rehmaten aur barkaten . Hum par aur Allah ke saalih bandon par salam . Aur jab tum yeh kahoge to aasman aur zameen ke darmiyan tamam bandon ko pohanch jayega ยซashhadu an la ilaha illa Allah , wa ashhadu anna Muhammadan abduhu wa rasooluhuยป main gawahi deta hoon ke Allah ke siwa koi mabood nahi aur gawahi deta hoon ke Muhammad us ke bande aur rasool hain . Is ke baad dua ka ikhtiyar hai jo usay pasand ho kare .
ุญูู
: ุฃุญุงุฏูุซ ุตุญูุญ ุงูุจุฎุงุฑูู ููููุง ุตุญูุญุฉ
Hadith Number: 1202
ุญุฏุซูุง ุนู
ุฑู ุจู ุนูุณูุ ุญุฏุซูุง ุงุจู ุนุจุฏ ุงูุตู
ุฏ ุนุจุฏ ุงูุนุฒูุฒ ุจู ุนุจุฏ ุงูุตู
ุฏ , ุญุฏุซูุง ุญุตูู ุจู ุนุจุฏ ุงูุฑุญู
ูุ ุนู ุงุจู ูุงุฆูุ ุนู ุนุจุฏ ุงููู ุจู ู
ุณุนูุฏ ุฑุถู ุงููู ุนูู , ูุงู:" ููุง ูููู ุงูุชุญูุฉ ูู ุงูุตูุงุฉ ููุณู
ู ููุณูู
ุจุนุถูุง ุนูู ุจุนุถ , ูุณู
ุนู ุฑุณูู ุงููู ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู
ููุงู: ููููุง: ุงูุชุญูุงุช ููู ูุงูุตููุงุช ูุงูุทูุจุงุช ุงูุณูุงู
ุนููู ุงููุง ุงููุจู ูุฑุญู
ุฉ ุงููู ูุจุฑูุงุชู ุงูุณูุงู
ุนูููุง ูุนูู ุนุจุงุฏ ุงููู ุงูุตุงูุญููุ ุงุดูุฏ ุงู ูุง ุฅูู ุฅูุง ุงููู ูุงุดูุฏ ุงู ู
ุญู
ุฏุง ุนุจุฏู ูุฑุณูููุ ูุฅููู
ุฅุฐุง ูุนูุชู
ุฐูู ููุฏ ุณูู
ุชู
ุนูู ูู ุนุจุฏ ููู ุตุงูุญ ูู ุงูุณู
ุงุก ูุงูุงุฑุถ".
Hum se Amr bin Isa ne byaan kiya , unhon ne kaha ke hum se Abu Abdus Samad al-Ammi Abdul Aziz bin Abdus Samad ne byaan kiya , unhon ne kaha hum se Husayn bin Abdur Rahman ne byaan kiya , un se Abu Wail ne byaan kiya , un se Abdullah bin Masood razi Allahu anhu ne byaan kiya ke hum pehle namaaz mein yoon kaha karte thay falan par salam aur naam lete thay . Aur aapas mein ek shakhs doosre ko salam kar leta . Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne sun kar farmaya is tarah kaha karo . ยซat-tahiyatu lillahi was-salawatu wat-tayyibatu , as-salamu alaika ayyuhan-nabiyyu wa rahmatullahi wa barakatuhu , as-salamu alaina wa ala ibadillahis-salihin , ash-hadu alla ilaha illallahu wa ash-hadu anna muhammadan abduhu wa rasooluhuยป โyani saari tahiyat , bandagiyan aur koshishein aur achhi baatein khaas Allah hi ke liye hain aur ae Nabi! Aap par salam ho , Allah ki rahmatein aur us ki barkatein nazil hon . Hum par salam ho aur Allah ke sab nek bandon par , main gawahi deta hoon ke Allah ke siwa koi mabood nahin aur gawahi deta hoon ke Muhammad salla Allahu alaihi wasallam us ke bande aur Rasool hain .โ Agar tum ne yeh parh liya to goya Allah ke in tamam salih bandon par salam pahuncha diya jo aasman aur zameen mein hain .
ุญูู
: ุฃุญุงุฏูุซ ุตุญูุญ ุงูุจุฎุงุฑูู ููููุง ุตุญูุญุฉ
Hadith Number: 6230
ุญุฏุซูุง ุนู
ุฑ ุจู ุญูุตุ ุญุฏุซูุง ุงุจูุ ุญุฏุซูุง ุงูุงุนู
ุดุ ูุงู: ุญุฏุซูู ุดูููุ ุนู ุนุจุฏ ุงูููุ ูุงู: ููุง ุฅุฐุง ุตูููุง ู
ุน ุงููุจู ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู
ุ ูููุง: ุงูุณูุงู
ุนูู ุงููู ูุจู ุนุจุงุฏูุ ุงูุณูุงู
ุนูู ุฌุจุฑููุ ุงูุณูุงู
ุนูู ู
ููุงุฆููุ ุงูุณูุงู
ุนูู ููุงู ูููุงูุ ููู
ุง ุงูุตุฑู ุงููุจู ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู
ุงูุจู ุนูููุง ุจูุฌููุ ููุงู:" ุฅู ุงููู ูู ุงูุณูุงู
ุ ูุฅุฐุง ุฌูุณ ุงุญุฏูู
ูู ุงูุตูุงุฉุ ููููู: ุงูุชุญูุงุช ููู ูุงูุตููุงุช ูุงูุทูุจุงุช ุงูุณูุงู
ุนููู ุงููุง ุงููุจู ูุฑุญู
ุฉ ุงููู ูุจุฑูุงุชูุ ุงูุณูุงู
ุนูููุง ูุนูู ุนุจุงุฏ ุงููู ุงูุตุงูุญููุ ูุฅูู ุฅุฐุง ูุงู ุฐููุ ุงุตุงุจ ูู ุนุจุฏ ุตุงูุญ ูู ุงูุณู
ุงุก ูุงูุงุฑุถ: ุงุดูุฏ ุงู ูุง ุฅูู ุฅูุง ุงูููุ ูุงุดูุฏ ุงู ู
ุญู
ุฏุง ุนุจุฏู ูุฑุณูููุ ุซู
ูุชุฎูุฑ ุจุนุฏ ู
ู ุงูููุงู
ู
ุง ุดุงุก".
Hum se Umar bin Hafs ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se hamare walid ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Aamash ne bayan kiya, unhon ne kaha ke mujh se Shaqeeq ne bayan kiya aur in se Abdullah razi Allahu anhu ne bayan kiya ke jab hum (ibteda e Islam mein) Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke saath namaz parhte to kehte โsalam ho Allah par is ke bandon se pehle, salam ho Jibrail par, salam ho Mikaeel par, salam ho falan par, phir (ek martaba) jab Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam namaz se farigh huay to hamari taraf mutawaj-jo ho kar farmaya ke Allah hi salaam hai. Is liye jab tum mein se koi namaz mein baithe to ยซat-tahiy-yaatu lillaahi, was-salawaatu wat-tay-yibaatu, as-salaamu alayka ay-yuhan-nabiy-yu wa rahmatullaahi wa barakaatuhu, as-salaamu alaynaa wa alaa ibaadillaahis-saaliheenaยป alkh parha kare. Kyunke jab woh yeh dua parhe ga to aasman o zameen ke har saaleh bande ko is ki yeh dua pahunche gi. ยซash-hadu al-laa ilaaha illallaahu wa ash-hadu anna muhammadan abduhoo wa rasooluhooยป . Is ke baad usay ikhtiyar hai jo dua chahe parhe.
ุญูู
: ุฃุญุงุฏูุซ ุตุญูุญ ุงูุจุฎุงุฑูู ููููุง ุตุญูุญุฉ
Hadith Number: 6265
ุญุฏุซูุง ุงุจู ูุนูู
ุ ุญุฏุซูุง ุณููุ ูุงู: ุณู
ุนุช ู
ุฌุงูุฏุงุ ูููู: ุญุฏุซูู ุนุจุฏ ุงููู ุจู ุณุฎุจุฑุฉ ุงุจู ู
ุนู
ุฑุ ูุงู: ุณู
ุนุช ุงุจู ู
ุณุนูุฏุ ูููู:" ุนูู
ูู ุฑุณูู ุงููู ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู
ูููู ุจูู ูููู ุงูุชุดูุฏุ ูู
ุง ูุนูู
ูู ุงูุณูุฑุฉ ู
ู ุงููุฑุขู: ุงูุชุญูุงุช ููู ูุงูุตููุงุช ูุงูุทูุจุงุชุ ุงูุณูุงู
ุนููู ุงููุง ุงููุจู ูุฑุญู
ุฉ ุงููู ูุจุฑูุงุชูุ ุงูุณูุงู
ุนูููุง ูุนูู ุนุจุงุฏ ุงููู ุงูุตุงูุญููุ ุงุดูุฏ ุงู ูุง ุฅูู ุฅูุง ุงูููุ ูุงุดูุฏ ุงู ู
ุญู
ุฏุง ุนุจุฏู ูุฑุณููู ููู ุจูู ุธูุฑุงูููุงุ ููู
ุง ูุจุถุ ูููุง ุงูุณูุงู
"ุ ูุนูู ุนูู ุงููุจู ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู
.
Hum se Abu Nuaym ne bayan kiya, kaha hum se Sayf ne bayan kiya, unhon ne kaha ke main ne Mujahid se suna, unhon ne kaha ke mujh se Abdullah bin Bakhra Abu Mamar ne bayan kiya ke main ne Abdullah bin Masood razi Allahu anhu se suna, unhon ne bayan kiya ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne mujhe tashahhud sikhaya, is waqt mera hath Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ki hatheliyon ke darmiyan mein thu (is tarah sikhaya) jis tarah Aap Quran ki surat sikhaya karte thay. ยซat-tahiy-yaatu lillaahi was-salawaatu wat-tay-yibaatu, as-salaamu alayka ay-yuhan-nabiy-yu wa rahmatullaahi wa barakaatuhu, as-salaamu alaynaa wa alaa ibaadillaahis-saaliheena, ash-hadu al-laa ilaaha illallaahu wa ash-hadu anna muhammadan abduhoo wa rasooluhooยป . Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam is waqt hayat thay. Jab Aap ki wafat ho gayi to hum (khitab ka seeghe ke bajaye) is tarah parhne lage ยซas-salaamu alan-nabiy-yiยป yani Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam par salam ho.
ุญูู
: ุฃุญุงุฏูุซ ุตุญูุญ ุงูุจุฎุงุฑูู ููููุง ุตุญูุญุฉ
Hadith Number: 6328
ุญุฏุซูุง ุนุซู
ุงู ุจู ุงุจู ุดูุจุฉุ ุญุฏุซูุง ุฌุฑูุฑุ ุนู ู
ูุตูุฑุ ุนู ุงุจู ูุงุฆูุ ุนู ุนุจุฏ ุงููู ุฑุถู ุงููู ุนููุ ูุงู: ููุง ูููู ูู ุงูุตูุงุฉ ุงูุณูุงู
ุนูู ุงููู ุงูุณูุงู
ุนูู ููุงูุ ููุงู ููุง ุงููุจู ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู
ุฐุงุช ููู
:" ุฅู ุงููู ูู ุงูุณูุงู
ุ ูุฅุฐุง ูุนุฏ ุงุญุฏูู
ูู ุงูุตูุงุฉุ ููููู: ุงูุชุญูุงุช ููู ุฅูู ูููู: ุงูุตุงูุญููุ ูุฅุฐุง ูุงููุง ุงุตุงุจ ูู ุนุจุฏ ููู ูู ุงูุณู
ุงุก ูุงูุงุฑุถ ุตุงูุญ ุงุดูุฏ ุงู ูุง ุฅูู ุฅูุง ุงููู ูุงุดูุฏ ุงู ู
ุญู
ุฏุง ุนุจุฏู ูุฑุณูููุ ุซู
ูุชุฎูุฑ ู
ู ุงูุซูุงุก ู
ุง ุดุงุก".
Hum se Usman bin Abi Shaybah ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Jareer bin Abd-ul-Hameed ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Mansoor bin Mutamir ne bayan kiya, in se Abu Wail ne bayan kiya aur in se Abdullah bin Masood razi Allahu anhu ne bayan kiya ke hum namaz mein yeh kaha karte thay ke Allah par salam ho, falan par salam ho. Phir Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne hamase ek din farmaya ke Allah khud salaam hai is liye jab tum namaz mein baitho to yeh parha karo ยซat-tahiy-yaatu lillaahiยป irshad ยซas-saaliheenaยป tak is liye ke jab tum yeh kaho ge to aasman o zameen mein maujood Allah Tabarak wa Ta-ala ke har saaleh bande ko (yeh salam) pahunche ga. ยซash-hadu al-laa ilaaha illallaahu, wa ash-hadu anna muhammadan abduhoo wa rasooluhooยป . Is ke baad sana mein ikhtiyar hai jo dua chaho parho.
ุญูู
: ุฃุญุงุฏูุซ ุตุญูุญ ุงูุจุฎุงุฑูู ููููุง ุตุญูุญุฉ
Hadith Number: 7381
ุญุฏุซูุง ุงุญู
ุฏ ุจู ูููุณุ ุญุฏุซูุง ุฒููุฑุ ุญุฏุซูุง ู
ุบูุฑุฉุ ุญุฏุซูุง ุดููู ุจู ุณูู
ุฉุ ูุงู: ูุงู ุนุจุฏ ุงููู:" ููุง ูุตูู ุฎูู ุงููุจู ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู
ุ ููููู: ุงูุณูุงู
ุนูู ุงูููุ ููุงู ุงููุจู ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู
: ุฅู ุงููู ูู ุงูุณูุงู
ูููู ููููุง ุงูุชุญูุงุช ููู ูุงูุตููุงุช ูุงูุทูุจุงุชุ ุงูุณูุงู
ุนููู ุงููุง ุงููุจู ูุฑุญู
ุฉ ุงููู ูุจุฑูุงุชูุ ุงูุณูุงู
ุนูููุง ูุนูู ุนุจุงุฏ ุงููู ุงูุตุงูุญููุ ุงุดูุฏ ุงู ูุง ุฅูู ุฅูุง ุงูููุ ูุงุดูุฏ ุงู ู
ุญู
ุฏุง ุนุจุฏู ูุฑุณููู".
Hum se Ahmad bin Yunus ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Zuhayr ne bayan kiya, kaha hamase Mugheera ne bayan kiya, unhon ne hamase Shaqeeq bin Salama ne bayan kiya aur in se Abdullah razi Allahu anhune bayan kiya ke hum (ibteda e Islam mein) Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ke peeche namaz parhte thay aur kehte thay ยซas-salaamu alallaahiยป to Nabi kareem salla Allahu alaihi wasallam ne hamase farmaya ke Allah to khud hi ยซas-salaamuยป hai, albatta is tarah kaha karo ยซat-tahiy-yaatu lil-laahi was-salawaatu wat-tay-yibaatu, as-salaamu alayka ay-yuhan-nabiy-yu wa rahmatul-laahi wa barakaatu-hu, as-salaamu alaina wa alaa ibaadil-laahis-saaliheena, ash-hadu al-laaa ilaaha illallaahu wa ash-hadu an-na muhammadan abdu-hu wa rasoolu-huยป .
ุญูู
: ุฃุญุงุฏูุซ ุตุญูุญ ุงูุจุฎุงุฑูู ููููุง ุตุญูุญุฉ