الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الاعتصام بالكتاب والسنة
Kitab: Allah aur Sunnat-e-Rasool (S.A.W) ko mazbooti se thame rehna
باب ما ذكر النبى صلى الله عليه وسلم وحض على اتفاق أهل العلم:
Nabi Karim Sallallahu alaihi wasallam ne ulama ke ittefaaq karne ka jo zikr farmaya hai us ki targhib di hai aur Makkah aur Madinah ke ulama ke ijmaa ka bayaan.
Show diacritics
Hadith Number: 7330
حدثنا عمرو بن زرارة، حدثنا القاسم بن مالك، عن الجعيد، سمعت السائب بن يزيد، يقول:" كان الصاع على عهد النبي صلى الله عليه وسلم مدا وثلثا بمدكم اليوم"، وقد زيد فيه سمع القاسم بن مالك الجعيد.
`Hum se Amr bin Zurara ne bayan kiya, kaha hum se Qasim bin Malik ne bayan kiya, un se Juaid ne, unhon ne Saib bin Yazid se suna, unhon ne bayan kiya ke Nabi Kareem صلی اللہ علیہ وسلم ke zamane mein saa' tumhare waqt ki mudd se ek mudd aur ek tihayi mudd ka hota tha, phir saa' ki miqdar barh gayi yaani Umar bin Abdul Aziz ke zamana mein wo chaar mudd ka ho gaya.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 1859
حدثنا عمرو بن زرارة، اخبرنا القاسم بن مالك، عن الجعيد بن عبد الرحمن، قال: سمعت عمر بن عبد العزيز، يقول للسائب بن يزيد، وكان قد حج به في ثقل النبي صلى الله عليه وسلم".
Hum se Amr Bin Zararah ne bayan kiya, kaha ke humein Qasim Bin Malik ne khabar di, unhein Juaid Bin Abdur Rahman ne, unhon ne kaha ke mein ne Umar Bin Abdul Aziz (Rahimahullah) se suna, wo Saib Bin Yazid (Radi Allahu Anhu) se keh rahe thay Saib (Radi Allahu Anhu) ko Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke saman ke sath (yani baal bachon mein) Hajj karaya gaya tha
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة