الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب المحاربين
Kitab: Un kuffar-o-murtadon ke ahkam mein jo Musalmanon se larte hain
باب الاعتراف بالزنا:
Zina ka iqraar karna.
Hadith Number: 6829
حدثنا علي بن عبد الله، حدثنا سفيان، عن الزهري، عن عبيد الله، عن ابن عباس رضي الله عنهما، قال: قال عمر" لقد خشيت ان يطول بالناس زمان، حتى يقول قائل: لا نجد الرجم في كتاب الله، فيضلوا بترك فريضة انزلها الله، الا وإن الرجم حق على من زنى، وقد احصن إذا قامت البينة، او كان الحبل، او الاعتراف"، قال سفيان: كذا حفظت:" الا وقد رجم رسول الله صلى الله عليه وسلم، ورجمنا بعده".
Hum se Ali bin Abdullah ne bayan kiya , kaha hum se Sufyan ne bayan kiya , in se Zuhri ne , in se Ubaidullah ne aur in se Ibn Abbas razi Allahu anhuma ne bayan kiya ke Umar razi Allahu anhune kaha main darta hoon ke kahin zyada waqt guzar jaye aur koi shakhs yeh kehne lage ke Kitab-ullah mein to rajm ka hukm hamain kahin nahi milta aur is tarah woh Allahke ek fareezha ko chhorr kar gumrah hon jise Allahتعالی ne nazil kiya hai . Aagah ho jao ke rajm ka hukm is shakhs ke liye farz hai jis ne shadi-shuda hone ke bawajood zina kiya hu bashart-e-ke sahih shari gawahiyon se sabit ho jaye ya hamal hu ya koi khud iqrar kare . Sufyan ne bayan kiya ke main ne isi tarah yaad kiya thu aagah ho jao ke Rasool Allahsalla Allahu alaihi wasallam ne rajm kiya thu aur Aap ke baad hum ne rajm kiya thu .
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 2462
حدثنا يحيى بن سليمان، قال: حدثني ابن وهب، قال: حدثني مالك، واخبرني يونس، عن ابن شهاب، اخبرني عبيد الله بن عبد الله بن عتبة، ان ابن عباس اخبره، عن عمر رضي الله عنهم، قال:" حين توفى الله نبيه صلى الله عليه وسلم إن الانصار اجتمعوا في سقيفة بني ساعدة، فقلت لابي بكر: انطلق بنا، فجئناهم في سقيفة بني ساعدة".
Hum se Yahya Bin Sulaiman ne bayan kiya, unhon ne kaha ke mujh se Ibn Wahb ne bayan kiya, unhon ne kaha ke mujh se Imam Malik ne bayan kiya (doosri sanad) aur mujh ko Yunus ne khabar di ke Ibn Shihab ne kaha, mujh ko khabar di Ubaidullah Bin Abdullah Bin Utbah ne, unhein Abdullah Bin Abbas (Radi Allahu Anhuma) ne khabar di ke Umar (Radi Allahu Anhu) ne kaha, jab apne Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko Allah Ta'ala ne wafat day di to Ansar Banu Saida ke «سقيفة» chopal mein jama hue. Mein ne Abu Bakr (Radi Allahu Anhu) se kaha ke Aap humein bhi wahin lay chaliye. Chunanche hum Ansar ke yahan Saqeefah Banu Saida mein pahunche
.
.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة