الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الأيمان والنذور
Kitab: Qasmon aur nazron ke bayan mein
باب إذا قال والله لا أتكلم اليوم. فصلى أو قرأ أو سبح أو كبر أو حمد أو هلل، فهو على نيته:
Jab kisi ne kaha ke wallah, mein aaj baat nahin karoon ga phir us ne namaz parhi, Quran Majeed ki tilawat ki, tasbeeh ki, hamd ya La ilaha illallah kaha to us ka hukm us ki niyat ke mutabiq ho ga.
Show diacritics
Hadith Number: 6682
حدثنا قتيبة بن سعيد، حدثنا محمد بن فضيل، حدثنا عمارة بن القعقاع، عن ابي زرعة، عن ابي هريرة، قال: قال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" كلمتان خفيفتان على اللسان، ثقيلتان في الميزان، حبيبتان إلى الرحمن: سبحان الله وبحمده، سبحان الله العظيم".
Hum se Qutaybah bin Saeed ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Muhammad bin Fuzhail ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Ammarah bin Qaqaa ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Abu Zurah ne bayan kiya aur in se Abu Hurairah razi Allahu anhu ne bayan kiya ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ”do kalme jo zaban par halke hain lekin tarazu par (aakhirat mein) bhaari hain aur Allah Rahman ke yahan pasandida hain woh yeh hain «sub-haanallaahi wa bi-hamdihee, sub-haanallaah-il-azheemi» .“


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 6406
حدثنا زهير بن حرب، حدثنا ابن فضيل، عن عمارة، عن ابي زرعة، عن ابي هريرة، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:"كلمتان خفيفتان على اللسان ثقيلتان في الميزان حبيبتان إلى الرحمن: سبحان الله العظيم، سبحان الله وبحمده".
Hum se Zuhayr bin Harb ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Ibn Fuzhail ne bayan kiya, in se Ammarah ne, in se Abu Zurah ne aur in se Abu Hurairah razi Allahu anhu ne bayan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ”do kalme jo zaban par halke hain tarazu mein bahut bhaari aur Rahman ko azeez hain «sub-haanallaah-il-azheemi, sub-haanallaahi wa bi-hamdihee» .“


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 7563
حدثني احمد بن إشكاب، حدثنا محمد بن فضيل عن عمارة بن القعقاع عن ابي زرعة عن ابي هريرة رضي الله عنه، قال قال النبي صلى الله عليه وسلم:" كلمتان حبيبتان إلى الرحمن خفيفتان على اللسان، ثقيلتان في الميزان، سبحان الله وبحمده، سبحان الله العظيم"...
Hum se Ahmad bin Ishkaab ne bayan kiya, kaha hamase Muhammad bin Fuzhail ne, in se Ammarah bin Qaq-qaa ne, unhon ne Abu Zurah se, unhon ne Abu Hurairah razi Allahu anhuse unhon ne kaha ke Nabi kareem salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ”do kalme aise hain jo Allah Tabarak wa Ta'ala ko bahut hi pasand hain jo zaban par halke hain aur Qayamat ke din aamal ke tarazu mein bojhal aur ba-wazhan hon ge, woh kalmat e mubaraka yeh hain «sub-haanallaahi wa bi-hamdihee, sub-haanallaahil-azheemi» .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة