الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الاستئذان
Kitab: Ijazat lene ke bayan mein
باب الختان بعد الكبر ونتف الإبط:
Boodha hone par khatna karna aur baghal ke baal nochana.
Show diacritics
Hadith Number: 6298
حدثنا ابو اليمان، اخبرنا شعيب بن ابي حمزة، حدثنا ابو الزناد، عن الاعرج، عن ابي هريرة، ان رسول الله صلى الله عليه وسلم، قال:" اختتن إبراهيم بعد ثمانين سنة، واختتن بالقدوم مخففة"، قال ابو عبد الله: حدثنا قتيبة، حدثنا المغيرة، عن ابي الزناد، وقال: بالقدوم وهو موضع مشدد.
Hum se Abu al-Yaman ne bayan kiya , unhon ne kaha hum ko Shuayb bin Abi Hamza ne khabar di , unhon ne kaha hum se Abu al-Zinad ne bayan kiya , in se Aaraj ne bayan kiya aur in se Abu Hurairah razi Allahu anhu ne bayan kiya ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ”Ibrahim alaihissalam ne assi (80) saal ki umr mein khatna karaya aur Aap ne «qadoom» (takhfeef ke saath) (kulhari) se khatna kiya .“ Hum se Qutaybah ne bayan kiya , kaha hum se Mugheera ne bayan kiya aur in se Abu al-Zinad ne «bil-qad-doomi» (tashdeed ke saath bayan kiya) .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 3356
حدثنا قتيبة بن سعيد، حدثنا مغيرة بن عبد الرحمن القرشي، عن ابي الزناد، عن الاعرج، عن ابي هريرة رضي الله عنه، قال: قال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" اختتن إبراهيم عليه السلام وهو ابن ثمانين سنة بالقدوم".
Hum se Qutaiba Bin Said ne bayan kiya, kaha hum se Mugheera Bin Abdur Rahman Al-Qurashi ne bayan kiya, un se Abu-ul-Zinad ne, un se Aaraj ne aur un se Abu Hurairah (Radi Allahu Anhu) ne bayan kiya ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Ibrahim Alaihis Salam ne assi (80) saal ki umar mein basulay se khatna kiya."
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة