الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الأدب
Kitab: Akhlaq ke bayan mein
باب ما يجوز من الشعر والرجز والحداء وما يكره منه:
Sher, rajaz aur hadis khwani ka jaiz hona.
Hadith Number: 6145
حدثنا ابو اليمان، اخبرنا شعيب، عن الزهري، قال: اخبرني ابو بكر بن عبد الرحمن، ان مروان بن الحكم، اخبره ان عبد الرحمن بن الاسود بن عبد يغوث، اخبره ان ابي بن كعب، اخبره ان رسول الله صلى الله عليه وسلم قال:" إن من الشعر حكمة".
Hum se Abu al-Yaman ne bayan kiya , unhon ne kaha hum ko Shuayb ne khabar di , in se Zuhri ne bayan kiya , unhon ne kaha mujhko Abu Bakr bin Abd-ur-Rahman ne khabar di , unhein Marwan bin Hakam ne khabar di , unhein Abd-ur-Rahman bin Aswad bin Abd Yaghoos ne khabar di , unhein Ubayy bin Kabb razi Allahu anhu ne khabar di ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ”baaz shairon mein danayi hoti hai .“
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 5146
حدثنا قبيصة، حدثنا سفيان، عن زيد بن اسلم، قال: سمعت ابن عمر، يقول: جاء رجلان من المشرق فخطبا، فقال النبي صلى الله عليه وسلم:" إن من البيان سحرا".
Hum se Qubaysah bin Utbah ne byaan kiya , kaha hum se Sufyan ne byaan kiya , un se Zayd bin Aslam ne kaha ke main ne Ibn Umar razi Allahu anhuma se suna , unhon ne byaan kiya ke do aadmi Madinah ke mashriq ki taraf se aaye , woh Musalman ho gaye aur khutba diya , nihayat faseeh o baleegh . Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne is par farmaya ke baaz taqreer jadoo ki asar karti hai .
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة