الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الأدب
Kitab: Akhlaq ke bayan mein
باب الوصاة بالجار:
Padosi ke huqooq ka bayaan.
Show diacritics
Hadith Number: 6015
حدثنا محمد بن منهال، حدثنا يزيد بن زريع، حدثنا عمر بن محمد، عن ابيه، عن ابن عمر رضي الله عنهما، قال: قال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" ما زال جبريل يوصيني بالجار حتى ظننت انه سيورثه".
Hum se Muhammad bin Minhal ne bayan kiya, kaha hum se Yazid bin Zuray ne bayan kiya, in se Umar bin Muhammad ne, in se un ke walid ne aur in se Ibn Umar razi Allahu anhuma ne bayan kiya ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ”Jibrail alaihissalam mujhe is tarah baar baar parosi ke haq mein wasiyat karte rahe ke mujhe khayal guzra ke shayad parosi ko wirasat mein shareek na kar dein.“


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 6014
حدثنا إسماعيل بن ابي اويس، قال: حدثني مالك، عن يحيى بن سعيد، قال: اخبرني ابو بكر بن محمد، عن عمرة، عن عائشة رضي الله عنها، عن النبي صلى الله عليه وسلم قال:" ما زال يوصيني جبريل بالجار حتى ظننت انه سيورثه".
Hum se Ismail bin Abi Oways ne bayan kiya, kaha ke mujh se Imam Malik ne bayan kiya, in se Yahya bin Saeed ne kaha ke mujhe Abu Bakr bin Muhammad ne khabar di, unhein Umrah ne aur unhein Aisha razi Allahu anha ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ”Jibrail alaihissalam mujhe parosi ke baare mein baar baar is tarah wasiyat karte rahe ke mujhe khayal guzra ke shayad parosi ko wirasat mein shareek na kar dein.“


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة