الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب اللباس
Kitab: Libas ke bayan mein
باب الثلاثة على الدابة:
Ek janwar sawari par teen aadmiyon ka sawaar hona.
Hadith Number: 5965
ع) حدثنا مسدد، حدثنا يزيد بن زريع، حدثنا خالد، عن عكرمة، عن ابن عباس رضي الله عنهما، قال:" لما قدم النبي صلى الله عليه وسلم مكة استقبله اغيلمة بني عبد المطلب فحمل واحدا بين يديه والآخر خلفه".
Hum se Musaddad ne bayan kiya, kaha hum se Yazid bin Zuray ne bayan kiya, kaha hum se Khalid Hazza ne bayan kiya, in se Ikrimah ne aur in se Ibn Abbas razi Allahu anhuma ne bayan kiya ke jab Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam Makkah Mukarramah tashreef laaye (fatah ke mauqa par) to Abd-ul-Mutalib ki aulad ne (jo Makkah mein thi) Aap ka istiqbal kiya. (Yeh sab bache hi thay) Aap ne az-rah e mohabbat ek bache ko apne samne aur ek ko apne peeche bitha liya.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 1798
حدثنا معلى بن اسد، حدثنا يزيد بن زريع، حدثنا خالد، عن عكرمة، عن ابن عباس رضي الله عنهما، قال:" لما قدم النبي صلى الله عليه وسلم مكة استقبلته اغيلمة بني عبد المطلب، فحمل واحدا بين يديه وآخر خلفه".
Hum se Mualla Bin Asad ne bayan kiya, kaha hum se Yazid Bin Zuraie ne bayan kiya, un se Khalid ne bayan kiya, un se Ikrima ne aur un se Ibn Abbas (Radi Allahu Anhuma) ne bayan kiya ke jab Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) Makkah tashreef laye to Bano Abdul Muttalib ke chand bachon ne Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ka istiqbal kiya, Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne ek bache ko (apni sawari ke) aage bitha liya aur doosre ko peeche
.
.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 1898
حدثنا قتيبة، حدثنا إسماعيل بن جعفر، عن ابي سهيل، عن ابيه، عن ابي هريرة رضي الله عنه، ان رسول الله صلى الله عليه وسلم، قال:" إذا جاء رمضان فتحت ابواب الجنة".
Hum se Qutaiba ne bayan kiya, kaha hum se Ismail Bin Jafar ne bayan kiya, un se Abu Suhail Nafi Bin Malik ne, un se un ke walid ne, un se Abu Hurairah (Radi Allahu Anhu) ne ke Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya jab Ramzan aata hai to jannat ke darwaze khol diye jate hain
.
.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة