الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الطب
Kitab: Dawa aur ilaj ke bayan mein
باب ألبان الأتن:
Gadhi ka doodh peena kaisa hai?
Show diacritics
Hadith Number: 5780
حدثني عبد الله بن محمد، حدثنا سفيان، عن الزهري، عن ابي إدريس الخولاني، عن ابي ثعلبة الخشني رضي الله عنه قال:" نهى النبي صلى الله عليه وسلم عن اكل كل ذي ناب من السبع"، قال الزهري: ولم اسمعه حتى اتيت الشام
Mujh se Abdullah bin Muhammad Musandi ne bayan kiya, kaha hum se Sufyan bin Uyaynah ne bayan kiya, in se Zuhri ne, in se Abu Idrees Khaulani ne aur in se Abu Thalaba Khushni razi Allahu anhu ne bayan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne har daant se khane wale darinda janwar (ke gosht) se mana farmaya. Zuhri ne bayan kiya ke main ne yeh hadees is waqt tak nahi suni jab tak Sham nahi aaya.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 5530
حدثنا عبد الله بن يوسف، اخبرنا مالك، عن ابن شهاب، عن ابي إدريس الخولاني، عن ابي ثعلبة رضي الله عنه، ان رسول الله صلى الله عليه وسلم:" نهى عن اكل كل ذي ناب من السباع". تابعه يونس، ومعمر، وابن عيينة، والماجشون، عن الزهري.
Hum se Abdullah bin Yusuf ne bayan kiya, unhon ne kaha hum ko Imam Malik ne khabar di, unhein Ibn Shihab ne, unhein Abu Idrees Khaulani ne aur woh Abu Thalaba Khushni razi Allahu anhu se riwayat karte hain ke Rasool Allahsalla Allahu alaihi wasallam ne har phaarh khane wale darindon ka gosht khane se mana kiya thu. Is riwayat ki mutabia-t Yunus, Mamar, Ibn Uyaynah aur Maajishoon ne Zuhri ki sanad se ki hai.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة