الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الطب
Kitab: Dawa aur ilaj ke bayan mein
باب لا عدوى:
Amraaz mein chhoot lagne ki koi haqeeqat nahin hai.
Show diacritics
Hadith Number: 5773
حدثنا ابو اليمان، اخبرنا شعيب، عن الزهري، قال: حدثني ابو سلمة بن عبد الرحمن، ان ابا هريرة، قال: سمعت رسول الله صلى الله عليه وسلم، يقول:" لا عدوى".
Hum se Abu al-Yaman ne bayan kiya, kaha hamain ko Shuayb ne khabar di, in se Zuhri ne bayan kiya, kaha ke mujh se Abu Salamah bin Abdur Rahman bin Auf ne bayan kiya aur in se Abu Hurairah razi Allahu anhu ne bayan kiya ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke chhoot ki koi haqiqat nahi.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 5707
وقال عفان، حدثنا سليم بن حيان، حدثنا سعيد بن ميناء، قال: سمعت ابا هريرة يقول، قال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" لا عدوى ولا طيرة، ولا هامة ولا صفر، وفر من المجذوم كما تفر من الاسد"
Aur Affan bin Muslim (Imam Bukhari rahmahullah ke shaykh) ne kaha (in ko Abu Nuaym ne wasl kiya) hai ke hum se Sulaim bin Hayyan ne bayan kiya, in se Saeed bin Mina ne bayan kiya, kaha ke main ne Abu Hurairah razi Allahu anhu se suna, unhon ne bayan kiya ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke chhoot lagna, bad-shuguni lena, ullu ka manhoos hona aur Safar ka manhoos hona yeh sab lagh-v khayalaat hain albatta juzami shakhs se aise bhaagta reh jaise ke sher se bhaagta hai.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة