الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الأطعمة
Kitab: Khanon ke bayan mein
باب النهس وانتشال اللحم:
Gosht ke pakne se pehle usay haandi se nikaal kar khana aur munh se nochana.
Show diacritics
Hadith Number: 5404
حدثنا عبد الله بن عبد الوهاب، حدثنا حماد، حدثنا ايوب، عن محمد، عن ابن عباس رضي الله عنهما، قال:" تعرق رسول الله صلى الله عليه وسلم كتفا، ثم قام فصلى ولم يتوضا".
Hum se Abdullah bin Abd-ul-Wahhab ne bayan kiya , kaha hum se Hammad bin Zayd ne bayan kiya , kaha hum se Ayub Sakhtiyani ne bayan kiya , in se Muhammad bin Sireen ne aur in se Ibn Abbas razi Allahu anhuma ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne shaane ki haddi ka gosht khaya , phir khare huay aur namaz parhi . Aap salla Allahu alaihi wasallam ne (namaz ke liye naya) wuzu nahi kiya aur (isi sanad se) .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 207
حدثنا عبد الله بن يوسف، قال: اخبرنا مالك، عن زيد بن اسلم، عن عطاء بن يسار، عن عبد الله بن عباس،" ان رسول الله صلى الله عليه وسلم اكل كتف شاة، ثم صلى ولم يتوضا".
Hum se Abdullah bin Yousuf ne bayan kiya, unhon ne kaha hamein Imam Malik ne Zaid bin Aslam se khabar di, woh Ata bin Yasaar se, woh Abdullah bin Abbas Radhiallahu Anhuma se naql karte hain ke Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam ne bakri ka shaana khaaya. Phir Namaz padhi aur Wuzu nahi kiya.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة