الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب النكاح
Kitab: Nikah ke masail ka bayan
باب الخطبة:
Bab: (Aqd se pehle) nikah ka khutbah parhna.
Show diacritics
Hadith Number: 5146
حدثنا قبيصة، حدثنا سفيان، عن زيد بن اسلم، قال: سمعت ابن عمر، يقول: جاء رجلان من المشرق فخطبا، فقال النبي صلى الله عليه وسلم:" إن من البيان سحرا".
Hum se Qubaysah bin Utbah ne byaan kiya , kaha hum se Sufyan ne byaan kiya , un se Zayd bin Aslam ne kaha ke main ne Ibn Umar razi Allahu anhuma se suna , unhon ne byaan kiya ke do aadmi Madinah ke mashriq ki taraf se aaye , woh Musalman ho gaye aur khutba diya , nihayat faseeh o baleegh . Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne is par farmaya ke baaz taqreer jadoo ki asar karti hai .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 5767
حدثنا عبد الله بن يوسف، اخبرنا مالك، عن زيد بن اسلم، عن عبد الله بن عمر رضي الله عنهما، انه قدم رجلان من المشرق فخطبا فعجب الناس لبيانهما، فقال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" إن من البيان لسحرا"، او إن بعض البيان لسحر.
Hum se Abdullah bin Yusuf ne bayan kiya, unhon ne kaha ke hamain ko Imam Malik ne khabar di, unhein Zayd bin Aslam ne aur in se Abdullah bin Umar razi Allahu anhuma ne bayan kiya ke do aadmi poorab ki taraf (mulk Iraq) se (sanh 9 Hijri mein) Madinah aaye aur logon ko khitab kiya log in ki taqreer se bahut mutaasir huay to Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke baaz taqreerein bhi jadoo bhari hoti hain ya yeh farmaya ke baaz taqreer jadoo hoti hain.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 6145
حدثنا ابو اليمان، اخبرنا شعيب، عن الزهري، قال: اخبرني ابو بكر بن عبد الرحمن، ان مروان بن الحكم، اخبره ان عبد الرحمن بن الاسود بن عبد يغوث، اخبره ان ابي بن كعب، اخبره ان رسول الله صلى الله عليه وسلم قال:" إن من الشعر حكمة".
Hum se Abu al-Yaman ne bayan kiya , unhon ne kaha hum ko Shuayb ne khabar di , in se Zuhri ne bayan kiya , unhon ne kaha mujhko Abu Bakr bin Abd-ur-Rahman ne khabar di , unhein Marwan bin Hakam ne khabar di , unhein Abd-ur-Rahman bin Aswad bin Abd Yaghoos ne khabar di , unhein Ubayy bin Kabb razi Allahu anhu ne khabar di ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ”baaz shairon mein danayi hoti hai .“


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة