الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب فضائل القرآن
Kitab: Quran ke fazail ka bayan
باب مد القراءة:
Bab: Quran Majeed parhne mein madd karna yani jahan madd ho us harf ko kheench kar ada karna.
Hadith Number: 5046
حدثنا عمرو بن عاصم، حدثنا همام، عن قتادة، قال: سئل انس:" كيف كانت قراءة النبي صلى الله عليه وسلم؟ فقال: كانت مدا، ثم قرا: بسم الله الرحمن الرحيم، يمد ببسم الله، ويمد بالرحمن، ويمد بالرحيم".
Hum se Amr bin Aasim ne byaan kiya , kaha hum se Hammam ne byaan kiya , in se Qatadah ne ke Anas razi Allahu anhu se poocha gaya ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ki qirat kaisi thi ? Unhon ne byaan kiya ke madd ke saath . Phir Aap ne «bismillah-ir-rahman-ir-raheem» parha aur kaha ke «bismillah» (mein Allah ki laam) ko madd ke saath parhte «al-rahman» (mein meem) ko madd ke saath parhte aur «al-raheem» (mein haa ko) madd ke saath parhte .
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 5045
حدثنا مسلم بن إبراهيم، حدثنا جرير بن حازم الازدي، حدثنا قتادة، قال:" سالت انس بن مالك عن قراءة النبي صلى الله عليه وسلم؟ فقال: كان يمد مدا".
Hum se Muslim bin Ibrahim ne byaan kiya , kaha hum se Jareer bin Hazim Azdi ne byaan kiya , kaha ke hum se Qatadah ne byaan ke main ne Anas bin Malik razi Allahu anhu se Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ki tilawat e Quran Majeed ke mutalliq sawal kiya to unhon ne batlaya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam in alfaz ko khainch kar parhte thay jin mein madd hota thu .
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة