ุตุญูุญ ุงูุจุฎุงุฑู
Sahih Bukhari
ูุชุงุจ ูุถุงุฆู ุงููุฑุขู
Kitab: Quran ke fazail ka bayan
ุจุงุจ ุงููุฑุงุกุฉ ุนูู ุงูุฏุงุจุฉ:
Bab: Sawari par tilawat karna.
Hadith Number: 5034
ุญุฏุซูุง ุญุฌุงุฌ ุจู ู
ููุงูุ ุญุฏุซูุง ุดุนุจุฉุ ูุงู: ุงุฎุจุฑูู ุงุจู ุฅูุงุณุ ูุงู: ุณู
ุนุช ุนุจุฏ ุงููู ุจู ู
ุบููุ ูุงู:" ุฑุงูุช ุฑุณูู ุงููู ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู
ููู
ูุชุญ ู
ูุฉ ููู ููุฑุง ุนูู ุฑุงุญูุชู ุณูุฑุฉ ุงููุชุญ".
Hum se Hajjaj bin Minhal ne byaan kiya , unhon ne kaha hum se Shubah ne byaan kiya , kaha ke mujhe Abu Iyas ne khabar di , kaha ke main ne Abdullah bin Mugaffal razi Allahu anhu se suna , unhon ne byaan kiya ke main ne Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ko Fatah Makkah ke din dekha ke Aap sawari par Surah al-Fatah ki tilawat farma rahe thay .
ุญูู
: ุฃุญุงุฏูุซ ุตุญูุญ ุงูุจุฎุงุฑูู ููููุง ุตุญูุญุฉ
Hadith Number: 4281
ุญุฏุซูุง ุงุจู ุงููููุฏุ ุญุฏุซูุง ุดุนุจุฉุ ุนู ู
ุนุงููุฉ ุจู ูุฑุฉุ ูุงู: ุณู
ุนุช ุนุจุฏ ุงููู ุจู ู
ุบููุ ูููู: ุฑุงูุช ุฑุณูู ุงููู ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู
ููู
ูุชุญ ู
ูุฉ ุนูู ูุงูุชู ููู ููุฑุง ุณูุฑุฉ ุงููุชุญ ูุฑุฌุนุ ููุงู:" ูููุง ุงู ูุฌุชู
ุน ุงููุงุณ ุญููู ูุฑุฌุนุช ูู
ุง ุฑุฌุน".
Hum se Abu al-Waleed ne byaan kiya โ kaha hum se Shubah ne byaan kiya โ un se Muawiyah bin Qurrah ne byaan kiya โ unhon ne Abdullah bin Mughaffal razi Allahu anhu se suna โ unhon ne byaan kiya ke main ne dekha ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam Fatah Makkah ke mauqa par apne oont par sawar hain aur khush alhani ke saath Surah al-Fatah ki tilawat farma rahe hain . Muawiyah bin Qurrah razi Allahu anhu ne kaha ke agar is ka khatra na hota ke log mujhe gher lain ge to main bhi isi tarah tilawat kar ke dikhata jaise Abdullah bin Mughaffal razi Allahu anhu ne parh kar sunaya tha .
ุญูู
: ุฃุญุงุฏูุซ ุตุญูุญ ุงูุจุฎุงุฑูู ููููุง ุตุญูุญุฉ
Hadith Number: 4835
ุญุฏุซูุง ู
ุณูู
ุจู ุฅุจุฑุงููู
ุ ุญุฏุซูุง ุดุนุจุฉุ ุญุฏุซูุง ู
ุนุงููุฉ ุจู ูุฑุฉุ ุนู ุนุจุฏ ุงููู ุจู ู
ุบููุ ูุงู:" ูุฑุง ุงููุจู ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู
ููู
ูุชุญ ู
ูุฉ ุณูุฑุฉ ุงููุชุญุ ูุฑุฌุน ูููุง"ุ ูุงู ู
ุนุงููุฉ: ูู ุดุฆุช ุงู ุงุญูู ููู
ูุฑุงุกุฉ ุงููุจู ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู
ููุนูุช".
Hum se Muslim bin Ibrahim ne byaan kiya , kaha hum se Shubah ne byaan kiya , kaha hum se Muawiyah bin Qurrah ne byaan kiya aur un se Abdullah bin Mugaffal razi Allahu anhu ne byaan kiya ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne Fatah Makkah ke din Surah al-Fatah khoob khush-alhani se parhi . Muawiyah bin Qurrah ne kaha ke agar main chahoon ke tumhare samne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ki is mauqa par tarz e qirat ki naqal karoon to kar sakta hoon .
ุญูู
: ุฃุญุงุฏูุซ ุตุญูุญ ุงูุจุฎุงุฑูู ููููุง ุตุญูุญุฉ
Hadith Number: 5047
ุญุฏุซูุง ุขุฏู
ุจู ุงุจู ุฅูุงุณุ ุญุฏุซูุง ุดุนุจุฉุ ุญุฏุซูุง ุงุจู ุฅูุงุณุ ูุงู: ุณู
ุนุช ุนุจุฏ ุงููู ุจู ู
ุบููุ ูุงู:" ุฑุงูุช ุงููุจู ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู
ููุฑุง ููู ุนูู ูุงูุชู ุงู ุฌู
ูู ููู ุชุณูุฑ ุจู ููู ููุฑุง ุณูุฑุฉ ุงููุชุญุ ุงู ู
ู ุณูุฑุฉ ุงููุชุญ ูุฑุงุกุฉ ูููุฉ ููุฑุง ููู ูุฑุฌุน".
Hum se Adam bin Abi Iyas ne byaan kiya , kaha hum se Shubah ne byaan kiya , kaha hum se Abu Iyas ne byaan kiya , kaha ke main ne Abdullah bin Mugaffal razi Allahu anhu se suna , unhon ne byaan kiya ke main ne Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ko dekha ke Aap salla Allahu alaihi wasallam apni oontni ya oont par sawar ho kar tilawat kar rahe thay sawari chal rahi thi aur Aap salla Allahu alaihi wasallam Surah al-Fatah parh rahe thay ya (rawi ne yeh byaan kiya ke) Surah al-Fatah mein se parh rahe thay narmi aur aahistagi ke saath qirat kar rahe thay aur aawaz ko halaq mein dohrate thay .
ุญูู
: ุฃุญุงุฏูุซ ุตุญูุญ ุงูุจุฎุงุฑูู ููููุง ุตุญูุญุฉ
Hadith Number: 7541
ููุงู ุงุจู ุนุจุงุณ: ุงุฎุจุฑูู ุงุจู ุณููุงู ุจู ุญุฑุจุ ุงู ูุฑูู ุฏุนุง ุชุฑุฌู
ุงููุ ุซู
ุฏุนุง ุจูุชุงุจ ุงููุจู ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู
ุ ููุฑุงู: ุจุณู
ุงููู ุงูุฑุญู
ู ุงูุฑุญูู
ู
ู ู
ุญู
ุฏ ุนุจุฏ ุงููู ูุฑุณููู ุฅูู ูุฑูู ููุง ุงูู ุงููุชุงุจ ุชุนุงููุง ุฅูู ููู
ุฉ ุณูุงุก ุจูููุง ูุจูููู
ุงูุขูุฉ.
Aur Ibn Abbas raziAllahu anhuma ne bayan kiya ke mujhe Abu Sufyan bin Harb ne khabar di ke Heraclius ne apne tarjuman ko bulaya . Phir Nabi kareem salla Allahu alaihi wasallam ka khatt mangwaya aur usay parha . Shuru Allah ke naam se jo bahut nihayat raham karne wala bada meherban hai . Allahke bande aur is ke Rasool Muhammad salla Allahu alaihi wasallam ki taraf se Heraclius ki jaanib . Phir yeh aayat likhi ku ยซyaaa ahl-al-kitaabi ta-aalau ilaa kalimatin sawaaa-im-bainanaa wa bainakumยป ke โAe Kitab walo! is baat par aa jao jo ham mein tum mein yak-saan maani jaati haiโ aakhir aayat tak .
ุญูู
: ุฃุญุงุฏูุซ ุตุญูุญ ุงูุจุฎุงุฑูู ููููุง ุตุญูุญุฉ