الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب تفسير القرآن
Kitab: Quran Paak ki tafseer ke bayan mein
باب: {إذ يبايعونك تحت الشجرة} :
Bab: Ayat ki tafseer“Woh waqt yaad karo jab ke woh darakht ke neeche Aap ke haath par bay’at kar rahe the”.
Hadith Number: 4843
حدثني محمد بن الوليد، حدثنا محمد بن جعفر، حدثنا شعبة، عن خالد، عن ابي قلابة، عن ثابت بن الضحاك رضي الله عنه،"وكان من اصحاب الشجرة.
Mujh se Muhammad bin Waleed ne byaan kiya , kaha hum se Muhammad bin Jafar ne byaan kiya , kaha hum se Shubah ne byaan kiya , un se Khalid ne , un se Abu Qulabah ne aur un se Sabit bin Dahhak ne aur woh (Sulah Hudaybiyah ke din) darakht ke neeche bai'at karne walon mein shamil thay .
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 1363
حدثنا مسدد، حدثنا يزيد بن زريع، حدثنا خالد، عن ابي قلابة، عن ثابت بن الضحاك رضي الله عنه، عن النبي صلى الله عليه وسلم , قال:" من حلف بملة غير الإسلام كاذبا , متعمدا فهو كما قال، ومن قتل نفسه بحديدة عذب به في نار جهنم".
Hum se Musaddad ne byaan kiya ‘ kaha ke hum se Yazid bin Zuray ne byaan kiya ‘ kaha ke hum se Khalid Hazza ne byaan kiya ‘ un se Abu Qulaba ne aur un se Thabit bin Dahhak razi Allahu anhu ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke jo shakhs Islam ke siwa kisi aur deen par hone ki jhooti qasam qasdan khaye to woh waisa hi ho jaye ga jaisa ke us ne apne liye kaha hai aur jo shakhs apne ko dhaar daar cheez se zibah kar le ise Jahannam mein isi hathiyar se azab hota rahe ga .
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة