الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الصلاة
Kitab: Namaz ke ahkam o masail
باب الصلاة فى مرابض الغنم:
Bab: Bakriyon ke baaron mein namaz parhna.
Show diacritics
Hadith Number: 429
حدثنا سليمان بن حرب، قال: حدثنا شعبة، عن ابي التياح، عن انس، قال:" كان النبي صلى الله عليه وسلم يصلي في مرابض الغنم، ثم سمعته بعد يقول: كان يصلي في مرابض الغنم قبل ان يبنى المسجد".
Hum se Sulaiman bin Harb ne bayan kiya , unhon ne kaha hum se Shoba ne Abul Tayyah ke wastay se , unhon ne Anas bin Malik raziyallahu anhu se , unhon ne kaha ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wa sallam bakriyon ke baron mein namaz parhte thay , Abul Tayyah ya Shoba ne kaha , phir mein ne Anas ko yeh kehte hue suna ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wa sallam bakriyon ke baray mein masjid ki tameer se pehle namaz parha karte thay .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 234
حدثنا آدم، قال: حدثنا شعبة، قال: اخبرنا ابو التياح يزيد بن حميد، عن انس، قال:" كان النبي صلى الله عليه وسلم يصلي قبل ان يبنى المسجد في مرابض الغنم".
Hum se Adam ne bayan kiya, kaha hum se Sho’bah ne, kaha mujhe Abu Tayyah Yazeed bin Humaid ne Anas Radhiallahu Anhu se khabar di, woh kehte hain ke Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam Masjid ki ta’meer se pehle Namaz bakriyon ke baade mein padh liya karte the. (Ma’loom huwa ke bakriyon waghera ke baade mein bawaqt-e-zaroorat Namaz padhi jaa sakti hai).


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة