الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب المغازي
Kitab: Ghazwat ke bayan mein
باب غزوة موتة من أرض الشأم:
Bab: Ghazwah-e-Mu’tah ka bayan jo sar-zameen-e-Sham mein sanah 8 Hijri mein hua tha.
Hadith Number: 4266
حدثني محمد بن المثنى، حدثنا يحيى، عن إسماعيل، قال: حدثني قيس، قال: سمعت خالد بن الوليد، يقول:" لقد دق في يدي يوم مؤتة تسعة اسياف، وصبرت في يدي صفيحة لي يمانية".
Mujh se Muhammad Bin Musanna ne bayan kiya ‘ kaha hum se Yahya Bin Saeed Qattan ne bayan kiya ‘ in se Ismail Bin Abi Khalid ne bayan kiya ‘ in se Qais Bin Abi Hazim ne bayan kiya ‘ kaha ke mein ne Khalid Bin Waleed Radi Allahu Anhu se suna ‘ wo bayan karte thay ke Ghazwa Mouta mein mere hath se nau talwaren tooti thin ‘ sirf ek Yamani teegha mere hath mein baqi reh gaya tha
.
.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 4265
حدثنا ابو نعيم، حدثنا سفيان، عن إسماعيل، عن قيس بن ابي حازم، قال: سمعت خالد بن الوليد، يقول:" لقد انقطعت في يدي يوم مؤتة تسعة اسياف، فما بقي في يدي إلا صفيحة يمانية".
Hum se Abu Naeem ne bayan kiya ‘ kaha hum se Sufyan Bin Uyainah ne bayan kiya ‘ in se Ismail Bin Abi Khalid ne ‘ in se Qais Bin Abi Hazim ne bayan kiya ke mein ne Khalid Bin Waleed Radi Allahu Anhu se suna ‘ unhon ne bayan kiya ke Ghazwa Mouta mein mere hath nau talwaren tooti thin. Sirf ek Yaman ka bana hua chore phal ka teegha baqi reh gaya tha
.
.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة