الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب المغازي
Kitab: Ghazwat ke bayan mein
باب غزوة الحديبية:
Bab: Ghazwah-e-Hudaybiyyah ka bayan.
Show diacritics
Hadith Number: 4164
حدثنا موسى , حدثنا ابو عوانة , حدثنا طارق , عن سعيد بن المسيب , عن ابيه , انه:" كان ممن بايع تحت الشجرة , فرجعنا إليها العام المقبل فعميت علينا".
Hum se Musa Bin Ismail ne bayan kiya ‘ kaha hum se Abu Awana ne ‘ kaha hum se Tariq Bin Abdur Rahman ne ‘ in se Saeed Bin Musayyab ne aur in se in ke walid ne ke unhon ne bhi Rasul Allah Sallallahu Alaihi Wasallam se is darakht ke tale baiat ki thi. Kehte thay ke jab hum dusre saal udhar gaye to humein pata nahi chala ke wo kaun sa darakht tha
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 4162
حدثني محمد بن رافع , حدثنا شبابة بن سوار ابو عمرو الفزاري , حدثنا شعبة , عن قتادة , عن سعيد بن المسيب , عن ابيه , قال:" لقد رايت الشجرة ثم اتيتها بعد فلم اعرفها.
Mujh se Muhammad Bin Rafi ne bayan kiya ‘ kaha hum se Abu Amr Shababa Bin Sawar Fazari ne bayan kiya ‘ in se Shuba ne bayan kiya ‘ in se Qatada ne ‘ in se Saeed Bin Musayyab ne aur in se in ke walid (Musayyab Bin Hazn Radi Allahu Anhu) ne bayan kiya ke mein ne wo darakht dekha tha lekin phir baad mein jab aaya to mein ise nahi pehchan saka. Mahmood ne bayan kiya ke phir baad mein wo darakht mujhe yaad nahi raha tha
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة