الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب المناقب
Kitab: Fazeelaton ke bayan mein
باب مناقب قريش:
Bab: Quraish ki fazilat ka bayan.
Show diacritics
Hadith Number: 3501
حدثنا ابو الوليد، حدثنا عاصم بن محمد، قال: سمعت ابي، عن ابن عمر رضي الله عنهما، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" لا يزال هذا الامر في قريش ما بقي منهم اثنان".
Hum se Abu Al-Walid ne bayan kiya, kaha hum se Asim Bin Muhammad ne bayan kiya, kaha ke mein ne apne walid se suna aur unhon ne Ibn Umar (Radi Allahu Anhuma) se ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Ye khilafat is waqt tak Quraish ke hathon mein baqi rahe gi jab tak ke un mein do aadmi bhi baqi rahein
."


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 4140
حدثنا آدم , حدثنا ابن ابي ذئب , حدثنا عثمان بن عبد الله بن سراقة , عن جابر بن عبد الله الانصاري , قال:" رايت النبي صلى الله عليه وسلم في غزوة انمار يصلي على راحلته متوجها قبل المشرق متطوعا.
Hum se Adam Ibn Iyas ne bayan kiya ‘ kaha hum se Ibn Abi Zaib ne bayan kiya ‘ in se Usman Bin Abdullah Bin Suraqa ne bayan kiya aur in se Jabir Bin Abdullah Ansari (Radi Allahu Anhuma) ne bayan kiya ke mein ne Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ko Ghazwa Anmar mein dekha ke nafal namaz Aap apni sawari par mashriq ki taraf munh kiye hue parh rahe thay
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 7140
حدثنا احمد بن يونس، حدثنا عاصم بن محمد، سمعت ابي، يقول: قال ابن عمر، قال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" لا يزال هذا الامر في قريش ما بقي منهم اثنان".
`Hum se Ahmad bin Yunus ne bayan kiya, kaha hum se Aasim bin Muhammad ne bayan kiya, kaha mein ne apne walid se suna, unhon ne bayan kiya ke Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhuma ne bayan kiya ke Rasul Allah صلی اللہ علیہ وسلم ne farmaya ”Yeh amr-e-khilafat is waqt tak Quraish mein rahe ga jab tak in mein do shakhs bhi baqi rahein ge.“


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة