الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب أحاديث الأنبياء
Kitab: Anbiya Alaihim-us-Salam ke bayan mein
باب قول الله عز وجل: {وأما عاد فأهلكوا بريح صرصر} شديدة:
Bab: Allah Taala ne (Surah Al-Haqqah mein) farmaya“Lekin qaum-e-Aad, to unhein ek nihayat teez tand aandhi se halak kiya gaya, jo bari ghazab-naak thi”.
Show diacritics
Hadith Number: 3343
حدثني محمد بن عرعرة، حدثنا شعبة، عن الحكم، عن مجاهد، عن ابن عباس رضي الله عنهما، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" نصرت بالصبا واهلكت عاد بالدبور".
Hum se Muhammad Bin Ar'ara ne bayan kiya, hum se Shuba ne bayan kiya, un se Hakam ne, un se Mujahid ne aur un se Ibn Abbas (Radi Allahu Anhuma) ne bayan kiya ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "(Ghazwa-e-Khandaq ke mauqa par) purwa hawa se meri madad ki gayi aur qaum-e-Aad pachhwa hawa se halak kar di gayi thi."
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 1035
حدثنا مسلم، قال: حدثنا شعبة، عن الحكم، عن مجاهد، عن ابن عباس، ان النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" نصرت بالصبا واهلكت عاد بالدبور".
Hum se Muslim bin Ibrahim ne byaan kiya , kaha ke hum se Shubah ne Hakam se byaan kiya , in se Mujahid ne , in se Abdullah bin Abbas razi Allahu anhuma ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke mujhe purwa hawa ke zariye madad pahunchayi gayi aur qaum-e-Aad pichhwa ke zariye halak kar di gayi thi .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة