الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الحيض
Kitab: Haiz ke ahkam o masail
باب قراءة الرجل فى حجر امرأته وهى حائض:
Bab: Is bare mein ke mard ka apni biwi ki god mein ha’izah hone ke bawajood Quran parhna ja’iz hai.
Show diacritics
Hadith Number: 297
حدثنا ابو نعيم الفضل بن دكين، سمع زهيرا، عن منصور ابن صفية، ان امه حدثته، ان عائشة حدثتها،" ان النبي صلى الله عليه وسلم كان يتكئ في حجري وانا حائض، ثم يقرا القرآن".
Hum se Abu Nu’aim Fazl bin Dukain ne bayan kiya, unhon ne Zuhair se suna, unhon ne Mansoor bin Safiyyah se ke un ki maa ne un se bayan kiya ke Aisha Radhiallahu Anha ne un se bayan kiya ke Nabi-e-Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam meri god mein sar rakh kar Quran-e-Majeed padhte, halaanki main us waqt haiz waali hoti thi.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 7549
حدثنا قبيصة، حدثنا سفيان، عن منصور، عن امه، عن عائشة، قالت: كان النبي صلى الله عليه وسلم" يقرا القرآن وراسه في حجري وانا حائض".
Hum se Qubaysah ne bayan kiya , kaha hamase Sufyan ne bayan kiya , in se Mansoor ne , in se in ki walda ne aur in se Aisha razi Allahu anha ne bayan kiya ke Nabi kareem salla Allahu alaihi wasallam is waqt bhi Quran parhte thay jab Aap ka sar mubarak meri goad mein hota aur main halat e haizh mein hoti .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة