الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
کتاب المظالم والغصب
Kitab: Zulm aur maal ghasab karne ke bayan mein
باب النهبى بغير إذن صاحبه:
Bab: Malik ki ijazat ke baghair is ka koi maal utha lena.
Hadith Number: 2474
حدثنا آدم بن ابي إياس، حدثنا شعبة، حدثنا عدي بن ثابت، سمعت عبد الله بن يزيد الانصاري وهو جده ابو امه، قال:" نهى النبي صلى الله عليه وسلم عن النهبى والمثلة".
Hum se Adam Bin Abi Iyas ne bayan kiya, kaha hum se Shuba ne bayan kiya, kaha hum se Adi Bin Sabit ne bayan kiya, kaha ke mein ne Abdullah Bin Yazid Ansari (Radi Allahu Anhu) se suna, jo Adi Bin Sabit ke nana thay. Ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne loot maar karne aur musla karne se mana farmaya tha
.
.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 5516
حدثنا حجاج بن منهال، حدثنا شعبة، قال: اخبرني عدي بن ثابت، قال: سمعت عبد الله بن يزيد، عن النبي صلى الله عليه وسلم انه" نهى عن النهبة والمثلة".
Hum se Hajjaj bin Minhal ne bayan kiya, kaha hum se Shubah ne bayan kiya, kaha ke mujhko Adi bin Sabit ne khabar di, kaha ke main ne Abdullah bin Zayd razi Allahu anhu se suna, unhon ne Nabi kareem salla Allahu alaihi wasallam se ke Nabi kareem salla Allahu alaihi wasallam ne rah-zani karne aur musla karne se mana farmaya hai.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة