الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الاعتكاف
Kitab: Itikaf ke masail ka bayan
باب غسل المعتكف:
Bab: I'tikaf karne wala sar ya badan dho sakta hai.
Show diacritics
Hadith Number: 2030
حدثنا محمد بن يوسف حدثنا سفيان عن منصور عن إبراهيم عن الاسود عن عائشة رضي الله عنها قالت: كان النبي صلى الله عليه وسلم يباشرني وانا حائض.
Hum se Muhammad Bin Yusuf Faryabi ne bayan kiya, kaha ke hum se Sufyan Bin Uyainah ne bayan kiya, un se Mansoor ne bayan kiya, un se Ibrahim Nakh'i ne, un se Aswad ne, aur un se Aisha (Radi Allahu Anha) ne bayan kiya ke mein haiza hoti phir bhi Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) mujhe apne badan se laga lete
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 295
حدثنا عبد الله بن يوسف، قال: حدثنا مالك، عن هشام بن عروة، عن ابيه، عن عائشة، قالت:" كنت ارجل راس رسول الله صلى الله عليه وسلم وانا حائض".
Hum se Abdullah bin Yousuf ne bayan kiya, kaha hamein khabar di Malik ne Hishaam bin ’Urwah se, woh apne waalid se, woh Aisha Radhiallahu Anha se naql karte hain ke Aap ne farmaaya main Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam ke sar-e-mubarak ko haaiza hone ki haalat mein bhi kangha kiya karti thi.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة