الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الحج
Kitab: Hajj ke masail ka bayan
باب تقليد الغنم:
Bab: Bakriyon ko haar pehnane ka byan
Show diacritics
Hadith Number: 1701
حدثنا ابو نعيم، حدثنا الاعمش، عن إبراهيم، عن الاسود، عن عائشة رضي الله عنها، قالت:" اهدى النبي صلى الله عليه وسلم مرة غنما".
Hum se Naeem ne bayan kiya, un se Aamash ne bayan kiya, un se Ibrahim ne, un se Aswad ne aur un se Aisha (Radi Allahu Anha) ne bayan kiya ke ek martaba Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne qurbani ke liye (Bait Allah) bakriyan bheji theen
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 1696
حدثنا ابو نعيم، حدثنا افلح، عن القاسم، عن عائشة رضي الله عنها، قالت:" فتلت قلائد بدن النبي صلى الله عليه وسلم بيدي، ثم قلدها واشعرها واهداها، فما حرم عليه شيء كان احل له".
Hum se Abu Naeem ne bayan kiya, kaha ke hum se Aflah ne bayan kiya, un se Qasim ne aur un se Aisha (Radi Allahu Anha) ne ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke qurbani ke janwaron ke haar mein ne apne hath se khud bate thay, phir Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne unhein haar pehnaya, ishaar kiya, un ko Makkah ki taraf rawana kiya phir bhi aap ke liye jo cheezon halal theen wo (ihram se pehle sirf hadyi se) haram nahi hueen
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة