الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الزكاة
Kitab: Zakat ke masail ka bayan
باب خرص التمر:
Khajoor ke darakhton par andaaza kar lena durust hai.
Hadith Number: 1482
وقال سليمان بن بلال: حدثني عمرو، ثم دار بني الحارث، ثم بني ساعدة، وقال سليمان: عن سعد بن سعيد، عن عمارة بن غزية، عن عباس، عن ابيه، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال: احد جبل يحبنا ونحبه.
Aur Sulayman bin Bilal ne kaha ke mujh se Amru ne is tarah byaan kiya ke phir Bani Harith bin Khazraj ka khandan aur phir Banu Sa'idah ka khandan . Aur Sulayman ne Saad bin Saeed se byaan kiya ‘ un se Amarah bin Ghazniyah ne ‘ un se Abbas ne ‘ un se un ke baap (Sahl) ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya Uhud woh pahaar hai jo hum se mohabbat rakhta hai aur hum is se mohabbat rakhte hain .
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 1872
حدثنا خالد بن مخلد، حدثنا سليمان، قال: حدثني عمرو بن يحيى، عن عباس بن سهل بن سعد، عن ابي حميد رضي الله عنه،"اقبلنا مع النبي صلى الله عليه وسلم من تبوك حتى اشرفنا على المدينة، فقال: هذه طابة".
Hum se Khalid Bin Makhlad ne bayan kiya, kaha ke hum se Sulaiman Bin Bilal ne bayan kiya, kaha ke mujh se Amr Bin Yahya ne bayan kiya, un se Abbas Bin Sahl Bin Saad aur un se Abu Humaid Saidi (Radi Allahu Anhu) ne ye bayan kiya ke hum Ghazwa-e-Tabuk se Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke sath wapas hote hue jab Madinah ke kareeb pohanche to aap ne farmaya ke ye Taaba aa gaya
.
.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 4422
حدثنا خالد بن مخلد، حدثنا سليمان، قال: حدثني عمرو بن يحيى، عن عباس بن سهل بن سعد، عن ابي حميد، قال: اقبلنا مع النبي صلى الله عليه وسلم من غزوة تبوك حتى إذا اشرفنا على المدينة، قال:" هذه طابة، وهذا احد جبل يحبنا ونحبه".
Hum se Khalid bin Makhlad ne byaan kiya , kaha hum se Sulayman bin Bilal ne byaan kiya , kaha ke mujh se Amr bin Yahya ne byaan kiya , un se Abbas bin Sahl bin Saad ne aur un se Abu Humayd razi Allahu anhu ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke saath hum Ghazwa Tabook se wapas aa rahe thay . Jab Aap Madinah ke qareeb pahunche to (Madinah ki taraf isharah kar ke) farmaya ke yeh «taabah» hai aur yeh Uhud pahar hai , yeh hum se mohabbat rakhta hai aur hum is se mohabbat rakhte hain .
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة