الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الذبائح والصيد
Kitab: Zabeeh aur shikar ke bayan mein
باب الصيد إذا غاب عنه يومين أو ثلاثة:
Jab shikaar kiya hua janwar shikari ko do ya teen din ke baad mile to woh kya kare?
Show diacritics
Hadith Number: 5485
وقال عبد الاعلى: عن داود، عن عامر، عن عدي، انه قال للنبي صلى الله عليه وسلم:" يرمي الصيد فيقتفر اثره اليومين والثلاثة ثم يجده ميتا وفيه سهمه، قال: ياكل إن شاء".
Aur Abd-ul-A-la ne bayan kiya, in se Dawood bin Abi Yasir ne, in se Aamir Shabi ne aur in se Adi bin Hatim razi Allahu anhu ne ke unhon ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam se arz ki ke woh shikar teer se maarte hain phir do ya teen din par usay talash karte hain, tab woh murda halat mein milta hai aur is ke andar in ka teer ghusa hua hota hai. Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke agar tu chahe to kha sakta hai.


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
عدي بن حاتم الطائي، أبو طريف، أبو وهبصحابي
عامر الشعبي، أبو عمروثقة
داود بن أبي هند القشيري، أبو محمد، أبو بكرثقة متقن
عبد الأعلى بن عبد الأعلى القرشي، أبو محمدثقة