الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الطلاق
Kitab: Talaq ke masail ka bayan
باب مهر البغي والنكاح الفاسد:
Bab: Bewah ke kharche aur nikah-e-fasid ka bayan.
Show diacritics
Hadith Number: 5347
حدثنا آدم، حدثنا شعبة، حدثنا عون بن ابي جحيفة، عن ابيه، قال:" لعن النبي صلى الله عليه وسلم الواشمة والمستوشمة، وآكل الربا وموكله، ونهى عن ثمن الكلب وكسب البغي ولعن المصورين".
Hum se Adam bin Abi Iyas ne byaan kiya , kaha hum se Shubah ne , kaha hum se Humayd bin Nafi ne , in se Zaynub bint Umm Salamah razi Allahu anhuma ne apni walda se ke ek aurat ke shohar ka intiqal ho gaya , is ke baad is ki aankh mein takleef hui to is ke ghar wale Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ki khidmat mein hazir huay aur Aap se surma lagaane ki ijazat maangi . Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke surma (zamana e iddat mein) na lagao . (zamana e jahiliyat mein) tumhein bad-tareen kapre mein waqt guzaarna parta tha , ya (rawi ko shak tha ke yeh farmaya ke) bad-tareen ghar mein waqt (iddat) guzaarna parta tha . Jab is tarah ek saal poora ho jata to is ke paas se kutta guzarta aur woh is par meingni phenkti (jab iddat se bahar aati) pas surma na lagao . Yahan tak ke char mahine das din guzar jayein .


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
وهب بن وهب السوائي، أبو جحيفةصحابي
عون بن أبي جحيفة السوائيثقة
شعبة بن الحجاج العتكي، أبو بسطامثقة حافظ متقن عابد
آدم بن أبي إياس، أبو الحسنثقة
Referencing of the Hadith:
Book Name
Number
Short Arabic Text
صحيح البخاري
5347
لعن النبي الواشمة والمستوشمة آكل الربا وموكله نهى عن ثمن الكلب كسب البغي لعن المصورين