الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب النكاح
Kitab: Nikah ke masail ka bayan
باب كثرة النساء:
Bab: Baik-waqt kayi biwiyan rakhne ke bare mein.
Hadith Number: 5069
حدثنا علي بن الحكم الانصاري، حدثنا ابو عوانة، عن رقبة، عن طلحة اليامي، عن سعيد بن جبير، قال: قال لي ابن عباس: هل تزوجت؟ قلت: لا، قال:" فتزوج فإن خير هذه الامة اكثرها نساء".
Hum se Ali bin Hakam Ansari ne byaan kiya , kaha hum se Abu Awanah ne byaan kiya , un se Raqaba ne , un se Talha al-Yaami ne , un se Saeed bin Jubayr ne byaan kiya ke mujh se Ibn Abbas razi Allahu anhuma ne daryaft farmaya ke tum ne shadi kar li hai ? Main ne arz kiya ke nahi . Aap ne farmaya ke shadi kar lo kyunke is ummat ke behtareen shakhs jo thay (yani Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam) un ki bahut si biwiyaan thien . (baazon ne yun tarjuma kiya hai ke is ummat mein achhe wahi log hain jin ki bahut auratein hon) .
تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators: