الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب فضائل القرآن
Kitab: Quran ke fazail ka bayan
باب من قال لم يترك النبى صلى الله عليه وسلم إلا ما بين الدفتين:
Bab: Is ke bare mein jis ne kaha ke Rasoolullah ﷺ ne jo Quran turka mein chhora woh sab mushaf mein do lauhon ke darmiyan mahfooz hai, us ka kehna ye sahi hai.
Hadith Number: 5019
حدثنا قتيبة بن سعيد، حدثنا سفيان، عن عبد العزيز بن رفيع، قال: دخلت انا وشداد بن معقل على ابن عباس رضي الله عنهما، فقال له شداد بن معقل: اترك النبي صلى الله عليه وسلم من شيء، قال:" ما ترك إلا ما بين الدفتين"، قال: ودخلنا على محمد بن الحنفية فسالناه، فقال:" ما ترك إلا ما بين الدفتين".
Hum se Qutaybah bin Saeed ne byaan kiya, kaha hum se Sufyan bin Uyaynah ne byaan kiya, un se Abdul Aziz bin Rafee ne byaan kiya ke main aur Shaddad bin Maqal Ibn Abbas razi Allahu anhuma ke paas gaye. Shaddad bin Maqal ne in se poocha kiya Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne is Quran ke siwa koi aur bhi Quran chhora tha. Ibn Abbas razi Allahu anhuma ne kaha Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne (wahi matloo) jo kuch bhi chhori hai woh sab ki sab in do gutton ke darmiyan sahifa mein mahfooz hai Abdul Aziz bin Rafee kehte hain ke hum Muhammad bin Hanifa ki khidmat mein bhi hazir huay aur in se bhi poocha to unhon ne kaha ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne jo bhi wahi matloo chhori woh sab do daftiyon ke darmiyan (Quran Majeed ki shakal mein) mahfooz hai.
تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name | Rank | Ahadith |
|---|---|---|
| محمد بن الحنفية الهاشمي، أبو عبد الله، أبو القاسم | ثقة | |
| عبد الله بن العباس القرشي، أبو العباس | صحابي | |
| عبد العزيز بن رفيع الأسدي، أبو عبد الله | ثقة | |
| سفيان بن عيينة الهلالي، أبو محمد | ثقة حافظ حجة | |
| قتيبة بن سعيد الثقفي، أبو رجاء | ثقة ثبت |
Referencing of the Hadith:
Book Name | Number | Short Arabic Text |
|---|---|---|
صحيح البخاري |
5019
| ما ترك إلا ما بين الدفتين |